चाँदी की डाल पर सोने का मोर्
रानी देख राजा ये मटकी एक पटकी में तोड़ता है
घेऊन टाक घेऊन टाक
चाँदी की डाल पर सोने का मोर सोने का मोर
ताक झांक ताक करे नीचे का चोर
घेऊन टाक
चोर बने मोर मेरे दिल का है वो चितचोर
चाँदी की डाल …
मौसम बड़ा बेईमान है दिल ये मेरा परेशान है
समझाऊं कैसे ये दिल है दीवाना
बस में नहीं दिल का ये आना जाना
होती है जालिम ये दिल की लगी
जा रे जा दीवाने जा ऐसे बात ना बढ़ा
आया है लेकर ये टोली कहीं से
किस्सा सुना होगा तुमने किसी से
चोरों को भी पड़ जाते हैं मोर
घेऊन टाक
चाँदी की डाल …
मटकी दिखा तू तोड़ के या दौड़ जा गली छोड़ के
आए गए तुझसे कितने टपोरी
मटकी अभी तक है ये कोरी कोरी
पीछे हटा ले अपने कदम
तेरी मटकी तोड़ेंगे ऐसे हम न छोड़ेंगे
मौसम जवानी के ना बीत जाएं
किस्सा सुनो एक हम भी सुनाएं
चोरों के घर भी आते हैं चोर
घेऊन टाक
चाँदी की डाल …
rānī dekh rājā ye maṭkī ek paṭkī meṅ toṛtā hai
gheūn ṭāk gheūn ṭāk
chāṇdī kī ḍāl par sone kā mor sone kā mor
tāk jhāṅk tāk kare nīche kā chor
gheūn ṭāk
chor bane mor mere dil kā hai vo chitchor
chāṇdī kī ḍāl …
mausam baṛā beīmān hai dil ye merā pareśhān hai
samjhāūṅ kaise ye dil hai dīvānā
bas meṅ nahīṅ dil kā ye ānā jānā
hotī hai jālim ye dil kī lagī
jā re jā dīvāne jā aise bāt nā baṛhā
āyā hai lekar ye ṭolī kahīṅ se
kissā sunā hogā tumne kisī se
choroṅ ko bhī paṛ jāte haiṅ mor
gheūn ṭāk
chāṇdī kī ḍāl …
maṭkī dikhā tū toṛ ke yā dauṛ jā galī chhoṛ ke
āe gae tujhse kitne ṭaporī
maṭkī abhī tak hai ye korī korī
pīchhe haṭā le apne kadam
terī maṭkī toṛeṅge aise ham na chhoṛeṅge
mausam javānī ke nā bīt jāeṅ
kissā suno ek ham bhī sunāeṅ
choroṅ ke ghar bhī āte haiṅ chor
gheūn ṭāk
chāṇdī kī ḍāl …