चाँद सितारे करते इशारे
हम हैं तुम्हारे तुम हो हमारे
आओ मिला लें हम तुम निगाहें
तुम हमें चाहो हम तुम्हें चाहें
प्यार भरा दिल तुमको पुकारे
हम हैं तुम्हारे …
आँखों में मस्ती ये हुस्न प्यारा
देखा है जब से जलवा तुम्हारा
शरमा रहें हैं रंगीं नज़ारे
हम हैं तुम्हारे …
यूँ ही मुस्कुराये हमारी वफ़ाएं
रह रह के आएं लब पर दुआएं
कभी न जुदा हों मुहब्बत के मारे
हम हैं तुम्हारे …
chāṇd sitāre karte iśhāre
ham haiṅ tumhāre tum ho hamāre
āo milā leṅ ham tum nigāheṅ
tum hameṅ chāho ham tumheṅ chāheṅ
pyār bharā dil tumko pukāre
ham haiṅ tumhāre …
āṇkhoṅ meṅ mastī ye husn pyārā
dekhā hai jab se jalvā tumhārā
śharmā raheṅ haiṅ raṅgīṅ nazāre
ham haiṅ tumhāre …
yūṇ hī muskurāye hamārī vafāeṅ
rah rah ke āeṅ lab par duāeṅ
kabhī na judā hoṅ muhabbat ke māre
ham haiṅ tumhāre …