चाँद सी मेहबूबा हो मेरी कब ऐसा मैने सोचा था
चाँद सी मेहबूबा हो मेरी कब ऐसा मैंने सोचा था
हाँ तुम बिलकुल वैसी हो, जैसा मैंने सोचा था
ना कस्मे हैं ना रस्में हैं, ना शिकवे हैं ना वादे हैं
इक सूरत भोली भाली है, दो नैना सीधे सादे हैं
ऐसा ही रूप खयालों में था, जैसा मैंने सोचा था
हाँ तुम बिलकुल वैसी हो, जैसा मैंने सोचा था
मेरी खुशियाँ ही ना बांटे, मेरे गम भी सहना चाहे
देखे ना ख्वाब वो महलों के, मेरे दिल में रहना चाहे
इस दुनिया में कौन था ऐसा, जैसा मैंने सोचा था
हाँ तुम बिलकुल वैसी हो, जैसा मैंने सोचा था
chāṇd sī mehbūbā ho merī kab aisā maiṅne sochā thā
hāṇ tum bilkul vaisī ho, jaisā maiṅne sochā thā
nā kasme haiṅ nā rasmeṅ haiṅ, nā śhikve haiṅ nā vāde haiṅ
ik sūrat bholī bhālī hai, do nainā sīdhe sāde haiṅ
aisā hī rūp khayāloṅ meṅ thā, jaisā maiṅne sochā thā
hāṇ tum bilkul vaisī ho, jaisā maiṅne sochā thā
merī khuśhiyāṇ hī nā bāṅṭe, mere gam bhī sahnā chāhe
dekhe nā khvāb vo mahloṅ ke, mere dil meṅ rahnā chāhe
is duniyā meṅ kaun thā aisā, jaisā maiṅne sochā thā
hāṇ tum bilkul vaisī ho, jaisā maiṅne sochā thā