Chaand see mahboobaa ho meree kab aisaa mainne sochaa thaa

चाँद सी महबूबा हो मेरी कब ऐसा मैंने सोचा था
Year
Language

चाँद सी महबूबा हो मेरी कब ऐसा मैंने सोचा था
हाँ तुम बिलकुल वैसी हो जैसा मैंने सोचा था

1) ना रस्में हैं ना कसमें हैं
ना शिकवे हैं ना वादे हैं
इक सूरत भोली भाली है
दो नैना सीधे सादे हैं - 2
ऐसा ही रूप खयालों में था
जैसा मैंने सोचा था, हाँ …

2) मेरी खुशियाँ ही ना बाँटे
मेरे ग़म भी सहना चाहे
देखे ना ख्वाब वो महलों के
मेरे दिल में रहना चाहे
इस दुनिया में कौन था ऐसा
जैसा मैंने सोचा था, हाँ …

chāṇd sī mahbūbā ho merī kab aisā maiṅne sochā thā
hāṇ tum bilkul vaisī ho jaisā maiṅne sochā thā

1) nā rasmeṅ haiṅ nā kasmeṅ haiṅ
nā śhikve haiṅ nā vāde haiṅ
ik sūrat bholī bhālī hai
do nainā sīdhe sāde haiṅ - 2
aisā hī rūp khayāloṅ meṅ thā
jaisā maiṅne sochā thā, hāṇ …

2) merī khuśhiyāṇ hī nā bāṇṭe
mere ġham bhī sahnā chāhe
dekhe nā khvāb vo mahloṅ ke
mere dil meṅ rahnā chāhe
is duniyā meṅ kaun thā aisā
jaisā maiṅne sochā thā, hāṇ …