चाँद सा चेहरा झील सी आँखें ... आसमां में इस जहां में
चाँद सा चेहरा झील सी आँखें रेशमी ज़ुल्फ़ें देख रहा हूँ
आपका हँसना आपका चलना रंग बदलना देख रहा हूँ
आसमां में इस जहां में आप जैसा कोई नहीं है
आसमां में इस जहां में …
तुम तो फ़िज़ाओं में बादल उड़ाओ आएं बहारों के दिन
बल खा के गुज़रो तुम तो फ़िज़ा में आएं नज़ारों के दिन
हाँ मौसम कहूं या खुश्बू कहूं मस्ती कहूं या जादू कहूं
आपका आना आपका जाना दिल चुराना देख रहा हूँ
आसमां में इस जहां में …
तुम हो नज़र की पहली तमन्ना तुमको नहीं है पता है
हो चाहो जिसे तुम आशिक़ बना लो ऐसी तुम्हारी अदा है
पागल हुआ मैं जान-ए-वफ़ा घायल हुआ मैं पहली दफ़ा
आपकी पायल आपका काजल उफ़ ये आंचल देख रहा हूँ
आसमां में इस जहां में …
chāṇd sā chehrā jhīl sī āṇkheṅ reśhmī zulfeṅ dekh rahā hūṇ
āpkā hṇsnā āpkā chalnā raṅg badalnā dekh rahā hūṇ
āsmāṅ meṅ is jahāṅ meṅ āp jaisā koī nahīṅ hai
āsmāṅ meṅ is jahāṅ meṅ …
tum to fizāoṅ meṅ bādal uṛāo āeṅ bahāroṅ ke din
bal khā ke guzro tum to fizā meṅ āeṅ nazāroṅ ke din
hāṇ mausam kahūṅ yā khuśhbū kahūṅ mastī kahūṅ yā jādū kahūṅ
āpkā ānā āpkā jānā dil churānā dekh rahā hūṇ
āsmāṅ meṅ is jahāṅ meṅ …
tum ho nazar kī pahlī tamannā tumko nahīṅ hai patā hai
ho chāho jise tum āśhiq banā lo aisī tumhārī adā hai
pāgal huā maiṅ jān-e-vafā ghāyal huā maiṅ pahlī dafā
āpkī pāyal āpkā kājal uf ye āṅchal dekh rahā hūṇ
āsmāṅ meṅ is jahāṅ meṅ …