चाँद ने कुछ कहा ... प्यार कर ओ हो प्यार कर्
चाँद ने कुछ कहा रात ने कुछ सुना तू भी सुन बेखबर
प्यार कर ओ हो प्यार कर
आई है चाँदनी मुझसे कहने यही मेरी गली मेरे घर
प्यार कर ओ हो ओ प्यार कर
चाँद ने कुछ कहा …
क्या कहूँ क्या पता बात क्या हो गई
दिल्लगी ये मेरे साथ क्या हो गई
इक इशारा है ये दिल पुकारा है ये इससे चुरा ना नज़र
प्यार कर ओ हो हो प्यार कर
चाँद ने कुछ कहा …
है कौन क्या खबर कोई तो है मगर
सपनों में है कहीं आता नहीं नज़र
मैं यहाँ वो वहाँ आ रही फिर यहाँ आवाज़ किसकी मगर
प्यार कर ओ हो हो प्यार कर
चाँद ने कुछ कहा …
जिसपे हम थे मिटे उसको पता ही नहीं ओ
क्या गिला हम करें वो बेवफ़ा भी नहीं
हमने जो सुन लिया उसने कहा भी नहीं ऐ दिल ज़रा सोचकर
प्यार कर ओ हो प्यार कर
चाँद ने कुछ कहा …
chāṇd ne kuchh kahā rāt ne kuchh sunā tū bhī sun bekhabar
pyār kar o ho pyār kar
āī hai chāṇdnī mujhse kahne yahī merī galī mere ghar
pyār kar o ho o pyār kar
chāṇd ne kuchh kahā …
kyā kahūṇ kyā patā bāt kyā ho gaī
dillgī ye mere sāth kyā ho gaī
ik iśhārā hai ye dil pukārā hai ye isse churā nā nazar
pyār kar o ho ho pyār kar
chāṇd ne kuchh kahā …
hai kaun kyā khabar koī to hai magar
sapnoṅ meṅ hai kahīṅ ātā nahīṅ nazar
maiṅ yahāṇ vo vahāṇ ā rahī phir yahāṇ āvāz kiskī magar
pyār kar o ho ho pyār kar
chāṇd ne kuchh kahā …
jispe ham the miṭe usko patā hī nahīṅ o
kyā gilā ham kareṅ vo bevafā bhī nahīṅ
hamne jo sun liyā usne kahā bhī nahīṅ ai dil zarā sochkar
pyār kar o ho pyār kar
chāṇd ne kuchh kahā …