Chaand ko kyaa maaloom chaahtaa hai use koee chakor

चाँद को क्या मालूम चाहता है उसे कोई चकोर
Work
Year
Language

चाँद को क्या मालूम चाहता है उसे कोई चकोर
वो बेचारा दूर से देखे, करे ना कोई शोर

दूर से देखे और ललचाये
प्यास नज़र की बढ़ती जाये
बदली क्या जाने है पागल किसके मन का मोर

साथ चले तो साथ निभाना
मेरे साथी भूल ना जाना
मैने तुम्हारे हाथ में दे दी अपनी जीवन डोर

chāṇd ko kyā mālūm chāhtā hai use koī chakor
vo bechārā dūr se dekhe, kare nā koī śhor

dūr se dekhe aur lalchāye
pyās nazar kī baṛhtī jāye
badlī kyā jāne hai pāgal kiske man kā mor

sāth chale to sāth nibhānā
mere sāthī bhūl nā jānā
maine tumhāre hāth meṅ de dī apnī jīvan ḍor