Chaand ko k‌yaa maaloom chaahtaa hai use koee chakor

चाँद को क्‌या मालूम चाहता है उसे कोई चकोर्
Work
Year
Language

चाँद को क्‌या मालूम चाहता है उसे कोई चकोर
वो बेचारा दूर से देखे - 2
करे न कोई शोर
चाँद को क्‌या मालूम …

दूर से देखे और ललचाये
प्यास नज़र की बढ़ती जाये, बढ़ती जाये
बदली क्‌या जाने है पागल
किसके मन का मोर
चाँद को क्‌या …

साथ चले तो साथ निभाना
मेरे साथी भूल ना जाना, भूल ना जाना
मैने तुम्हारे हाथ में दे दी
अपनी जीवन डोर
चाँद को क्‌या …

chāṇd ko k‌yā mālūm chāhtā hai use koī chakor
vo bechārā dūr se dekhe - 2
kare na koī śhor
chāṇd ko k‌yā mālūm …

dūr se dekhe aur lalchāye
pyās nazar kī baṛhtī jāye, baṛhtī jāye
badlī k‌yā jāne hai pāgal
kiske man kā mor
chāṇd ko k‌yā …

sāth chale to sāth nibhānā
mere sāthī bhūl nā jānā, bhūl nā jānā
maine tumhāre hāth meṅ de dī
apnī jīvan ḍor
chāṇd ko k‌yā …