Chaand kitnee door thaa sitaare kitnee door

चाँद कितनी दूर था सितारे कितनी दूर्
Work
Year
Language

चाँद कितनी दूर था सितारे कितनी दूर थे
तुम जो आ गए तो सब करीब आ गए
चाँद कितनी दूर …

तुम्हारा हाथ रात में हिना का रंग मल गया
हमारे दिल के ताक़ में चिराग-ए-शौक़ जल गया
दो बदन के साए अन्जुमन सजा गए
चाँद कितनी दूर …

बुझा दो प्यास प्यार की लबों से कुछ तो बोल दो
बस एक नींद सो सकूँ ये ज़ुल्फ़-ए-नाज़ खोल दो
थाम लो हमें हम डगमगा गए
चाँद कितनी दूर …

chāṇd kitnī dūr thā sitāre kitnī dūr the
tum jo ā gae to sab karīb ā gae
chāṇd kitnī dūr …

tumhārā hāth rāt meṅ hinā kā raṅg mal gayā
hamāre dil ke tāq meṅ chirāg-e-śhauq jal gayā
do badan ke sāe anjuman sajā gae
chāṇd kitnī dūr …

bujhā do pyās pyār kī laboṅ se kuchh to bol do
bas ek nīṅd so sakūṇ ye zulf-e-nāz khol do
thām lo hameṅ ham ḍagamgā gae
chāṇd kitnī dūr …