चाहें ज़ुबां से कुछ ना कहो ऐ मेरे सनम्
चाहें ज़ुबां से कुछ ना कहो ऐ मेरे सनम
आँखें तो कह रही हैं तुम्हें मुझसे प्यार है
चाहें ज़ुबां से …
माथे पे क्यूँ पसीना है ये तो बताइये
ऐसे न मुझको देखके पलकें झुकाइये
हम जानते हैं आपका दिल बेकरार है
आँखें तो कह रही …
तुम सामने जो आए तो शरमा गई नज़र
मैं कुछ भी कह सकी ना ऐसा हुआ असर
हरपल मुझे तो अब तुम्हारा इंतज़ार है
आँखें तो कह रही …
chāheṅ zubāṅ se kuchh nā kaho ai mere sanam
āṇkheṅ to kah rahī haiṅ tumheṅ mujhse pyār hai
chāheṅ zubāṅ se …
māthe pe kyūṇ pasīnā hai ye to batāiye
aise na mujhko dekhke palkeṅ jhukāiye
ham jānte haiṅ āpkā dil bekrār hai
āṇkheṅ to kah rahī …
tum sāmne jo āe to śharmā gaī nazar
maiṅ kuchh bhī kah sakī nā aisā huā asar
harpal mujhe to ab tumhārā iṅtazār hai
āṇkheṅ to kah rahī …