Chaahe maar daalo raajaa

चाहे मार डालो राजा
Year
Language

चाहे मार डालो राजा, चाहे काट डालो राजा
हम तो यारी करेंगे दिलदारी करेंगे

बालों में गजरा बाँधेंगे और पैरों में पायल
होंठों पर लाली दमकेगी और आँखों में काजल
चमकेंगे कानों में झुमके और माथे पर झूमर
सारे जलवे सारे नखरे सारी अदाएँ लेकर
तुम्हें रिझाने की पूरी तैयारी करेंगे

चाहे मार डालो राजा, चाहे काट डालो राजा
हम तो यारी करेंगे दिलदारी करेंगे

तुम आये कभी हमारे गली तो हम छत पर आ जायेंगे
इशारे करेंगे हम तुमको तुम्हें हम घर में बुलायेंगे
पान कभी हम पेश करेंगे तुमको राजा जानी
और कभी माँगेंगे तुमसे हम रुमाल निशानी
प्यार में जो होती हैं बातें सारी करेंगे

चाहे मार डालो राजा, चाहे काट डालो राजा
हम तो यारी करेंगे दिलदारी करेंगे

chāhe mār ḍālo rājā, chāhe kāṭ ḍālo rājā
ham to yārī kareṅge dildārī kareṅge

bāloṅ meṅ gajrā bāṇdheṅge aur pairoṅ meṅ pāyal
hoṅṭhoṅ par lālī damkegī aur āṇkhoṅ meṅ kājal
chamkeṅge kānoṅ meṅ jhumke aur māthe par jhūmar
sāre jalve sāre nakhre sārī adāeṇ lekar
tumheṅ rijhāne kī pūrī taiyārī kareṅge

chāhe mār ḍālo rājā, chāhe kāṭ ḍālo rājā
ham to yārī kareṅge dildārī kareṅge

tum āye kabhī hamāre galī to ham chhat par ā jāyeṅge
iśhāre kareṅge ham tumko tumheṅ ham ghar meṅ bulāyeṅge
pān kabhī ham peśh kareṅge tumko rājā jānī
aur kabhī māṇgeṅge tumse ham rumāl niśhānī
pyār meṅ jo hotī haiṅ bāteṅ sārī kareṅge

chāhe mār ḍālo rājā, chāhe kāṭ ḍālo rājā
ham to yārī kareṅge dildārī kareṅge