चाहे आज मुझे ना पसन्द करो
चाहे आज मुझे ना पसन्द करो
चाहे द्वार हृदय के बन्द करो
आख़िर में तुम्हें मेरी ही होना होगा -2
तू मिले तो पूछूँ …
बचपन के प्यार की मिटती नहीं निशानी
कितना भी मिटाना चाहे इसे जवानी
जहाँ याद तेरी सोई हो दूजा न और कोई हो
कोई दिल का तुम्हारे ऐसा भी कोना होगा
आख़िर में तुम्हें …
मैं क्या से क्या बन गया तुम्हारे कारण
ना समझो इसे दिखावा है ये मेरे प्यार का दावा
मेरे हँसने पे हँसना रोने पे रोना होगा
आख़िर में तुम्हें …
chāhe āj mujhe nā pasand karo
chāhe dvār hṛday ke band karo
ākhir meṅ tumheṅ merī hī honā hogā -2
tū mile to pūchhūṇ …
bachapan ke pyār kī miṭtī nahīṅ niśhānī
kitnā bhī miṭānā chāhe ise javānī
jahāṇ yād terī soī ho dūjā na aur koī ho
koī dil kā tumhāre aisā bhī konā hogā
ākhir meṅ tumheṅ …
maiṅ kyā se kyā ban gayā tumhāre kāraṇ
nā samjho ise dikhāvā hai ye mere pyār kā dāvā
mere hṇsne pe hṇsnā rone pe ronā hogā
ākhir meṅ tumheṅ …