चाहा मैने चाहा बस तुझी को मैने चाहा
सु: ( चाहा मैने चाहा बस तुझी को मैने चाहा
तुझको चाह कर ही ज़िन्दगी को मैने चाहा
बादल ने गगन को फूल ने चमन को चाहा
जैसे मेरे दिल ने सनम तेरे मन को चाहा ) -2
( क्या कहूँ क्या करूँ क्या बताऊँ
कैसे दिल कि सदा मैं सुनाऊँ ) -2
कैसे कह दूँ मैं तुझसे के जिस पल में पाया था
तेरी मुस्कुराहट को उसी पल में चाहा
चाहा मैने चाहा … तेरे मन को चाहा
आ आ आ आ
शे: ( खो गया हो गया मैं दीवाना
जब से दिल ने सनम तुमको जाना ) -2
तब से तुम ही चाहत हो तुम ही तो मोहब्बत हो
ज़िन्दगी का हर लम्हा जिसे मैने चाहा
चाहा मैने चाहा बस तुझी को मैने चाहा
सु: तुझको चाह कर ही ज़िन्दगी को मैने चाहा
दो: बादल ने गगन को फूल ने चमन को चाहा
जैसे मेरे दिल ने सनम तेरे मन को चाहा
सु: चाहा मैने चाहा बस तुझी को मैने चाहा
शे: तुझको चाह कर ही ज़िन्दगी को मैने चाहा
दो: बादल ने गगन को फूल ने चमन को चाहा
जैसे मेरे दिल ने सनम तेरे मन को चाहा
su: ( chāhā maine chāhā bas tujhī ko maine chāhā
tujhko chāh kar hī zindgī ko maine chāhā
bādal ne gagan ko phūl ne chaman ko chāhā
jaise mere dil ne sanam tere man ko chāhā ) -2
( kyā kahūṇ kyā karūṇ kyā batāūṇ
kaise dil ki sadā maiṅ sunāūṇ ) -2
kaise kah dūṇ maiṅ tujhse ke jis pal meṅ pāyā thā
terī muskurāhaṭ ko usī pal meṅ chāhā
chāhā maine chāhā … tere man ko chāhā
ā ā ā ā
śhe: ( kho gayā ho gayā maiṅ dīvānā
jab se dil ne sanam tumko jānā ) -2
tab se tum hī chāhat ho tum hī to mohabbat ho
zindgī kā har lamhā jise maine chāhā
chāhā maine chāhā bas tujhī ko maine chāhā
su: tujhko chāh kar hī zindgī ko maine chāhā
do: bādal ne gagan ko phūl ne chaman ko chāhā
jaise mere dil ne sanam tere man ko chāhā
su: chāhā maine chāhā bas tujhī ko maine chāhā
śhe: tujhko chāh kar hī zindgī ko maine chāhā
do: bādal ne gagan ko phūl ne chaman ko chāhā
jaise mere dil ne sanam tere man ko chāhā