चाहा तो बहुत न चाहें तुझे चाहत पे मगर कोई ज़ोर नहीं
कु: चाहा तो बहुत न चाहें तुझे चाहत पे मगर कोई ज़ोर नहीं ) -2
दिल ही तो है जिस पे आ ही गया दिल का सनम यह क़ुसूर नहीं
चाहा तो बहुत …
बे: चाहा तो बहुत न चाहें तुझे -2 चाहत पे मगर कोई ज़ोर नहीं
दिल ही तो है तुम पे आ ही गया दिल का सनम यह क़ुसूर नहीं
चाहा तो बहुत …
कु: चाहा तो बहुत …
बे: चाहा तो बहुत …
कु: तेरा नाम है इन होंठों पे सीने में है तस्वीर तेरी
तूने मुझको अपना माना यह है सनम तक़दीर मेरी
ओ यह है सनम तक़दीर मेरी
बे: दिल ये पुकारे मिल के सनम हम -2 होंगे कभी अब दूर नहीं
चाहा तो बहुत …
कु: जाने किस तरह वो जीते हैं जिनका कोई दिलदार नहीं
पत्थर होंगे उनके दिल में जिनको किसी से प्यार नहीं
ओ जिनको किसी से प्यार नहीं
बे: करते न कैसे इकरार तुमसे -2 इतने भी हम मग़रूर नहीं
चाहा तो बहुत …
ku: chāhā to bahut na chāheṅ tujhe chāhat pe magar koī zor nahīṅ ) -2
dil hī to hai jis pe ā hī gayā dil kā sanam yah qusūr nahīṅ
chāhā to bahut …
be: chāhā to bahut na chāheṅ tujhe -2 chāhat pe magar koī zor nahīṅ
dil hī to hai tum pe ā hī gayā dil kā sanam yah qusūr nahīṅ
chāhā to bahut …
ku: chāhā to bahut …
be: chāhā to bahut …
ku: terā nām hai in hoṅṭhoṅ pe sīne meṅ hai tasvīr terī
tūne mujhko apnā mānā yah hai sanam taqdīr merī
o yah hai sanam taqdīr merī
be: dil ye pukāre mil ke sanam ham -2 hoṅge kabhī ab dūr nahīṅ
chāhā to bahut …
ku: jāne kis tarah vo jīte haiṅ jinkā koī dildār nahīṅ
patthar hoṅge unke dil meṅ jinko kisī se pyār nahīṅ
o jinko kisī se pyār nahīṅ
be: karte na kaise ikrār tumse -2 itne bhī ham maġhrūr nahīṅ
chāhā to bahut …