इस तरह देखो न हमको इस तरह ना मुस्कुराना
इस तरह देखो न हमको इस तरह ना मुस्कुराना
इक नशा छाया है हम पर होश में हमको न लाना
इस तरह देखो न …
शोख नज़र ये मस्त अदाएं इनपे आ मर जाएं हम
इस हसीं महौल से बच कर बोलो क्यूं घर जाएं हम
यूं बहक जाने दो दिल को हम को ना कुछ याद रहे
आज दिल कुछ मांग रहा है आज ना हमसे शरमाना
इक नशा छाया है …
तेरे दिल में क्या क्या कुछ है हमने सब कुछ जान लिया
तू है इक आवारा बादल हमने तुझे पहचान लिया
यूं ना बहक तू होश में आ रे बात ना कर ऐसी वैसी
झेल न पाएगा ओ पगले मेरी नज़रों का निशाना
इक नशा छाया है …
is tarah dekho na hamko is tarah nā muskurānā
ik naśhā chhāyā hai ham par hośh meṅ hamko na lānā
is tarah dekho na …
śhokh nazar ye mast adāeṅ inpe ā mar jāeṅ ham
is hasīṅ mahaul se bach kar bolo kyūṅ ghar jāeṅ ham
yūṅ bahak jāne do dil ko ham ko nā kuchh yād rahe
āj dil kuchh māṅg rahā hai āj nā hamse śharmānā
ik naśhā chhāyā hai …
tere dil meṅ kyā kyā kuchh hai hamne sab kuchh jān liyā
tū hai ik āvārā bādal hamne tujhe pahchān liyā
yūṅ nā bahak tū hośh meṅ ā re bāt nā kar aisī vaisī
jhel na pāegā o pagle merī nazroṅ kā niśhānā
ik naśhā chhāyā hai …