Boss kaun thaa maaloom hai k‌yaa

बोस्स कौन था मालूम है क्‌या
Year
Language

boss कौन था मालूम है क्‌या
boss कौन है मालूम है क्‌या
boss कौन था मालूम है क्‌या
हैं मालूम है
boss कौन है मालूम है क्‌या

ट्वेन्टी सेवेन जून नाइंटी थर्टी नाइन

एस डी और मिसेज़ एस डी को लड़का हुआ

टबलू yeah as we know him पंचम
that's right पंचम

बड़ा हुआ कैलकटा में पढ़ाई की
पढ़ाई ख़तम होते ही असली पढ़ाई शुरू की
music. music. music.
under S D saaheb's छत्रछाया

अच्छा पैदा नाइंटी थर्टी नाइन में हुए और
ऐ ऐ ऐ एहां
ज़िन्दा है -2
हमारे दिल में
हे boss कौन था ( मालूम है क्‌या ) -2
boss कौन है मालूम है क्‌या

एक राज़ की बात बताऊँ पहली picture राज़ निकली नहीं
फिर एस डी साहब के छोटे नवाब यानी you know who
did a film called छोटे नवाब and the rest is history
history history
हे ( boss कौन था मालूम है क्‌या
boss कौन है मालूम है क्‌या ) -2

अरे bore मत कर यार सब मालूम है
मालूम है फिर बोल तेरा favourite R D song क्‌या है

रूप तेरा मस्ताना
ऐ बे गधे वो boss नहीं वो तो एस डी साहब का गाना है
यानि super boss
super boss
समझा
boss कौन था मालूम है क्‌या
boss कौन है मालूम है क्‌या

तबला सरोद mouth organ, guitar
और ना जाने कितने हज़ार instruments बजाते थे
और एक बार शायद ज़माने को दिखाना था
या एक unique sound बनाना था
के अपने musician के back पे rhythm बजा लिया
कितने आए कितने गए कितने आएँगे कितने जाएँगे
कल क्‌या होगा किसको पता
पर boss तो boss ही कहलाएँगे ना यार
सही बात है भाई
boss कौन था मालूम है क्‌या
boss कौन है मालूम है क्‌या

boss kaun thā mālūm hai k‌yā
boss kaun hai mālūm hai k‌yā
boss kaun thā mālūm hai k‌yā
haiṅ mālūm hai
boss kaun hai mālūm hai k‌yā

ṭvenṭī seven jūn nāiṅṭī tharṭī nāin

es ḍī aur misez es ḍī ko laṛkā huā

ṭablū yeah as we know him paṅcham
that's right paṅcham

baṛā huā kailakṭā meṅ paṛhāī kī
paṛhāī khatam hote hī aslī paṛhāī śhurū kī
music. music. music.
under S D saaheb's chhatrchhāyā

achchhā paidā nāiṅṭī tharṭī nāin meṅ hue aur
ai ai ai ehāṅ
zindā hai -2
hamāre dil meṅ
he boss kaun thā ( mālūm hai k‌yā ) -2
boss kaun hai mālūm hai k‌yā

ek rāz kī bāt batāūṇ pahlī picture rāz niklī nahīṅ
phir es ḍī sāhab ke chhoṭe navāb yānī you know who
did a film called chhoṭe navāb and the rest is history
history history
he ( boss kaun thā mālūm hai k‌yā
boss kaun hai mālūm hai k‌yā ) -2

are bore mat kar yār sab mālūm hai
mālūm hai phir bol terā favourite R D song k‌yā hai
ai
rūp terā mastānā
ai be gadhe vo boss nahīṅ vo to es ḍī sāhab kā gānā hai
yāni super boss
super boss
samjhā
boss kaun thā mālūm hai k‌yā
boss kaun hai mālūm hai k‌yā

tablā sarod mouth organ, guitar
aur nā jāne kitne hazār instruments bajāte the
aur ek bār śhāyad zamāne ko dikhānā thā
yā ek unique sound banānā thā
ke apne musician ke back pe rhythm bajā liyā
kitne āe kitne gae kitne āeṇge kitne jāeṇge
kal k‌yā hogā kisko patā
par boss to boss hī kahlāeṇge nā yār
sahī bāt hai bhāī
boss kaun thā mālūm hai k‌yā
boss kaun hai mālūm hai k‌yā