Bolen chooriyaan bole kangnaa

बोलें चूड़ियाँ बोले कंगना
Year
Language

बोलें चूड़ियाँ बोले कंगना
हाय मैं हो गई तेरी साजणा
तेरे बिन जीओ नईयों लगदा
मैं ते मर गईयाँ
लह जा लह जा दिल लह जा लह जा
लह जा लह जा सोणेया लह जा लह जा

लह जा लह जा सोणेया लह जा लह जा दिल लह जा लह जा हो

बोलें चूड़ियाँ बोले कंगना
हाय मैं हो गया तेरा साजणा
तेरे बिन जीओ नईयों लगदा
मैं ते मर जावाँ
लह जा लह जा सोणिये लह जा लह जा दिल लह जा लह जा

हाय हाय मैं मर जावाँ मर जावाँ तेरे बिन
अब तो मेरी रातें कटतीं तारे गिन गिन
बस तुझ को पुकारा करे मेरी बिंदिया इशारा करे
होए लशकारा लशकारा तेरी बिंदिया का लशकारा
ऐसे चमके जैसे चमके चाँद के पास सितारा
ओ मेरी पायल बुलाए तुझे जो रूठे मनाए तुझे
ओ सजन जी हाँ सजन जी
कुछ सोचो कुछ समझो मेरी बात को

बोलें चूड़ियाँ बोले कंगना
हाय मैं हो गया …

अपनी माँग सुहागन हो आ संग हमेशा साजन हो
आ के मेरी दुनिया में वापस ना जाना
सेहरा बाँध के माही तू मेरे घर आना

ओय सोणी कित्ती सोणी आज तू लगदी वे
बस मेरे साथ ये जोड़ी तेरी सजदी वे
रूप ऐसा सुहाना तेरा चाँद भी है दीवाना तेरा

जा रे जा ओ झूठे तेरी गल्लाँ हम ना मानें
क्‌यूँ तारीफ़ें करदा है तू हम तो सब कुछ जानें
हो ओ
मेरे दिल की दुआ ये कहे तेरी जोड़ी सलामत रहे
हो सजन जी हाँ सजन जी
यूँ ही बीते सारा जीवन साथ में

बोलें चूड़ियाँ बोले कंगना
हाय मैं हो गया …

आजा हीरिये
होय जा जा राँझणा
हो आजा हीरिये
जा जा राँझणा

लह जा लह जा सोणिये लह जा लह जा दिल लह जा लह जा

कभी खुशी कभी गम
ना जुदा होंगे हम
कभी खुशी कभी गम आ आ

boleṅ chūṛiyāṇ bole kaṅgnā
hāy maiṅ ho gaī terī sājṇā
tere bin jīo naīyoṅ lagdā
maiṅ te mar gaīyāṇ
lah jā lah jā dil lah jā lah jā
lah jā lah jā soṇeyā lah jā lah jā

lah jā lah jā soṇeyā lah jā lah jā dil lah jā lah jā ho

boleṅ chūṛiyāṇ bole kaṅgnā
hāy maiṅ ho gayā terā sājṇā
tere bin jīo naīyoṅ lagdā
maiṅ te mar jāvāṇ
lah jā lah jā soṇiye lah jā lah jā dil lah jā lah jā

hāy hāy maiṅ mar jāvāṇ mar jāvāṇ tere bin
ab to merī rāteṅ kaṭtīṅ tāre gin gin
bas tujh ko pukārā kare merī biṅdiyā iśhārā kare
hoe laśhkārā laśhkārā terī biṅdiyā kā laśhkārā
aise chamke jaise chamke chāṇd ke pās sitārā
o merī pāyal bulāe tujhe jo rūṭhe manāe tujhe
o sajan jī hāṇ sajan jī
kuchh socho kuchh samjho merī bāt ko

boleṅ chūṛiyāṇ bole kaṅgnā
hāy maiṅ ho gayā …

apnī māṇg suhāgan ho ā saṅg hameśhā sājan ho
ā ke merī duniyā meṅ vāpas nā jānā
sehrā bāṇdh ke māhī tū mere ghar ānā

oy soṇī kittī soṇī āj tū lagdī ve
bas mere sāth ye joṛī terī sajdī ve
rūp aisā suhānā terā chāṇd bhī hai dīvānā terā

jā re jā o jhūṭhe terī gallāṇ ham nā māneṅ
k‌yūṇ tārīfeṅ kardā hai tū ham to sab kuchh jāneṅ
ho o
mere dil kī duā ye kahe terī joṛī salāmat rahe
ho sajan jī hāṇ sajan jī
yūṇ hī bīte sārā jīvan sāth meṅ

boleṅ chūṛiyāṇ bole kaṅgnā
hāy maiṅ ho gayā …

ājā hīriye
hoy jā jā rāṇjhṇā
ho ājā hīriye
jā jā rāṇjhṇā

lah jā lah jā soṇiye lah jā lah jā dil lah jā lah jā

kabhī khuśhī kabhī gam
nā judā hoṅge ham
kabhī khuśhī kabhī gam ā ā