Bol sajnee moree sajnee dhang jahaan kaa kitnaa badlaa

बोल सजनी मोरी सजनी ढंग जहाँ का कितना बदला
Year
Language

बोल सजनी मोरी सजनी -2

ढंग जहाँ का कितना बदला

रंग मोहब्बत का ना बदला

चलन वफ़ा का है बस वैसा

सदियों से ही था वो जैसा

प्यार का दीवानापन है वो हि

ओ सजना कह दे प्यार के बोल ज़रा तू भी

सजनी रे सजनी रे एक तू ही जहाँ में है अनमोल

आजा रे मेरी बाँहों में तू डोल

सजनी रे सजनी रे एक तू ही जहाँ में है अनमोल
आजा रे मेरी बाँहों में तू डोल
बोल सजनी मोरि सजनी

जीने का बहाना है ये प्यार साथी

सपना सुहाना है ये प्यार साथी

संग मेरे साथी चल

धरती चली है जैसे आसमाँ संग

परबत है कहीं पे घटा संग

कहीं धुंध में हम हों जायें ओझल चल

ज़माने की आँखों से बच के

नैनों में एक दूजे के छुप के

बितायें दो पल हम चुपके चुपके

बोल सजन मोरे सजना बोल सजन मोरे सजना
ढंग जहाँ का कितना बदला
रंग मोहब्बत का ना बदला
चलन वफ़ा का है बस वैसा
सदियों से ही था वो जैसा
प्यार का दीवानापन है वो हि
ओ सजना कह दे प्यार के बोल ज़रा तू भी
सजनी रे सजनी रे एक तू ही जहाँ में है अनमोल
आजा रे मेरी बाँहों में तू डोल

सदियों पुरानी ये रीत रही है

जब भी दिलों में कहीं प्रीत हुई है

दुश्मन हुई ये दुनिया

डरा नहीं ज़ुल्मों से इश्क़ भी पर

तलवारों पे रख दिया सर

ज़ंजीरें भी टूटीं ये दुनिया भी हारी

वफ़ा का हम भी थामे परचम

जियेंगे जब तक तुम-हम

मिल बाँट लेंगे ख़ुशी हो या ग़म

बोल सजनी मोरी सजनी
ढंग जहाँ का कितना बदला
रंग मोहब्बत का ना बदला
चलन वफ़ा का है बस वैसा
सदियों से ही था वो जैसा
प्यार का दीवानापन है वो हि
ओ सजना कह दे प्यार के बोल ज़रा तू भी
सजनी रे सजनी रे एक तू ही जहाँ में है अनमोल
आजा रे मेरी बाँहों में तू डोल
बोल सजनी मोरी सजनी

bol sajnī morī sajnī -2

ḍhaṅg jahāṇ kā kitnā badlā

raṅg mohabbat kā nā badlā

chalan vafā kā hai bas vaisā

sadiyoṅ se hī thā vo jaisā

pyār kā dīvānāpan hai vo hi

o sajnā kah de pyār ke bol zarā tū bhī

sajnī re sajnī re ek tū hī jahāṇ meṅ hai anmol

ājā re merī bāṇhoṅ meṅ tū ḍol

sajnī re sajnī re ek tū hī jahāṇ meṅ hai anmol
ājā re merī bāṇhoṅ meṅ tū ḍol
bol sajnī mori sajnī

jīne kā bahānā hai ye pyār sāthī

sapnā suhānā hai ye pyār sāthī

saṅg mere sāthī chal

dhartī chalī hai jaise āsmāṇ saṅg

parbat hai kahīṅ pe ghaṭā saṅg

kahīṅ dhuṅdh meṅ ham hoṅ jāyeṅ ojhal chal

zamāne kī āṇkhoṅ se bach ke

nainoṅ meṅ ek dūje ke chhup ke

bitāyeṅ do pal ham chupke chupke

bol sajan more sajnā bol sajan more sajnā
ḍhaṅg jahāṇ kā kitnā badlā
raṅg mohabbat kā nā badlā
chalan vafā kā hai bas vaisā
sadiyoṅ se hī thā vo jaisā
pyār kā dīvānāpan hai vo hi
o sajnā kah de pyār ke bol zarā tū bhī
sajnī re sajnī re ek tū hī jahāṇ meṅ hai anmol
ājā re merī bāṇhoṅ meṅ tū ḍol

sadiyoṅ purānī ye rīt rahī hai

jab bhī diloṅ meṅ kahīṅ prīt huī hai

duśhman huī ye duniyā

ḍarā nahīṅ zulmoṅ se iśhq bhī par

talvāroṅ pe rakh diyā sar

zaṅjīreṅ bhī ṭūṭīṅ ye duniyā bhī hārī

vafā kā ham bhī thāme parcham

jiyeṅge jab tak tum-ham

mil bāṇṭ leṅge khuśhī ho yā ġham

bol sajnī morī sajnī
ḍhaṅg jahāṇ kā kitnā badlā
raṅg mohabbat kā nā badlā
chalan vafā kā hai bas vaisā
sadiyoṅ se hī thā vo jaisā
pyār kā dīvānāpan hai vo hi
o sajnā kah de pyār ke bol zarā tū bhī
sajnī re sajnī re ek tū hī jahāṇ meṅ hai anmol
ājā re merī bāṇhoṅ meṅ tū ḍol
bol sajnī morī sajnī