Bindiyaa chamke chooree khanke ... ham ho gae tumhaare

बिंदिया चमके चूड़ी खनके ... हम हो गए तुम्हारे
Year
Language

आई रे आई रे आई रे आई
बिंदिया चमके चूड़ी खनके लौंग मारे लश्कारे
हम हो गए तुम्हारे
ओ रे सजन तोहे म्हारी कसम
म्हारी माँग मां भर दे तारे
होय बिंदिया चमके …

छुपती नहीं दिल की बातें
सब कह जाती हैं आँखें
मुझ को कुछ कुछ होता है
जब थामें तू ये बाहें
हम खुद को भूल जाएँगे
तुम को ना भूल पाएँगे
तुम को अगर भूल जाएँगे
हम जीना ना चाहेंगे
पूरे हुए अरमां सारे
बस में नहीं हम हमारे
हम हो गए तुम्हारे
ओय बिंदिया चमके …

हूँ दिल ये जब लग जाता है
फिर तो जिया नहीं जाता है
तुम तो नज़र आ जाते हो
कुछ भी नज़र नहीं आता है
हाँ पल दो पल की बात नहीं ये जन्मों का नाता है
जिस से प्यार हो उस का नाम दिल पे लिख जाता है
ओ रे दिल ये दे दूँ जाँ भी दे दूँ
कर दे अगर तू इशारे
हम हो गए तुम्हारे
होय बिंदिया चमके …

मोरे सजन मोहे थारी कसम
थारी माँग मां भर दूँ तारे
होय बिंदिया चमके …

āī re āī re āī re āī
biṅdiyā chamke chūṛī khanke lauṅg māre laśhkāre
ham ho gae tumhāre
o re sajan tohe mhārī kasam
mhārī māṇg māṅ bhar de tāre
hoy biṅdiyā chamke …

chhuptī nahīṅ dil kī bāteṅ
sab kah jātī haiṅ āṇkheṅ
mujh ko kuchh kuchh hotā hai
jab thāmeṅ tū ye bāheṅ
ham khud ko bhūl jāeṇge
tum ko nā bhūl pāeṇge
tum ko agar bhūl jāeṇge
ham jīnā nā chāheṅge
pūre hue armāṅ sāre
bas meṅ nahīṅ ham hamāre
ham ho gae tumhāre
oy biṅdiyā chamke …

hūṇ dil ye jab lag jātā hai
phir to jiyā nahīṅ jātā hai
tum to nazar ā jāte ho
kuchh bhī nazar nahīṅ ātā hai
hāṇ pal do pal kī bāt nahīṅ ye janmoṅ kā nātā hai
jis se pyār ho us kā nām dil pe likh jātā hai
o re dil ye de dūṇ jāṇ bhī de dūṇ
kar de agar tū iśhāre
ham ho gae tumhāre
hoy biṅdiyā chamke …

more sajan mohe thārī kasam
thārī māṇg māṅ bhar dūṇ tāre
hoy biṅdiyā chamke …