बिन तेरे सनम, मर मिटेंगे हम, आ मेरी ज़िन्दगी
बिन तेरे सनम, मर मिटेंगे हम, आ मेरी ज़िन्दगी - 2
आना ही पड़ा, सजना, ज़ालिम है दिल की लगी - 2
बिन तेरे सनम …
हो, (आना ही पड़ा, सजना, ज़ालिम है दिल की लगी ) - 2
(तेरे ही दम से होगी, दिल की मुराद पूरी
तेरे बगैर जानम, है ज़िन्दगी अधूरी ) - 2
ऐ मेरे हंसीं, अब न जा कहीं, आ मेरी ज़िन्दगी
आना ही पड़ा, सजना, ज़ालिम है दिल की लगी
बिन तेरे सनम …
ये जानकर बलमजी, थामी है तेरी बाहें
सहनी पड़ेंगी सबकी, काँटो भरी निगाहें
सब सहेंगे हम, और हंसेंगे हम, आ मेरी ज़िन्दगी
ओ हो हो, आना ही पड़ा, सजना, ज़ालिम है दिल की लगी
बिन तेरे सनम …
तुम हो मेरे तो अब है, मौसम गुलाम अपना
हो, शबनम ने लिख दिया है, फूलों पे नाम अपना
सुन हवा यही गीत गा रही, आ मेरी ज़िन्दगी
आना ही पड़ा, सजना, ज़ालिम है दिल की लगी
बिन तेरे सनम …
bin tere sanam, mar miṭeṅge ham, ā merī zindgī - 2
ānā hī paṛā, sajnā, zālim hai dil kī lagī - 2
bin tere sanam …
ho, (ānā hī paṛā, sajnā, zālim hai dil kī lagī ) - 2
(tere hī dam se hogī, dil kī murād pūrī
tere bagair jānam, hai zindgī adhūrī ) - 2
ai mere haṅsīṅ, ab na jā kahīṅ, ā merī zindgī
ānā hī paṛā, sajnā, zālim hai dil kī lagī
bin tere sanam …
ye jānkar balamjī, thāmī hai terī bāheṅ
sahnī paṛeṅgī sabkī, kāṇṭo bharī nigāheṅ
sab saheṅge ham, aur haṅseṅge ham, ā merī zindgī
o ho ho, ānā hī paṛā, sajnā, zālim hai dil kī lagī
bin tere sanam …
tum ho mere to ab hai, mausam gulām apnā
ho, śhabnam ne likh diyā hai, phūloṅ pe nām apnā
sun havā yahī gīt gā rahī, ā merī zindgī
ānā hī paṛā, sajnā, zālim hai dil kī lagī
bin tere sanam …