Bin tere, hai kyaa yah jo tere mere darmiyaan hai

बिन तेरे, है क्या यह जो तेरे मेरे दरमियाँ है
Year
Language

Lost and lonely coz you're the only one
That knows me and I can't be without you
है क्या यह जो तेरे मेरे दरमियाँ है
अनदेखी अनसुनी कोई दास्ताँ है
लगने लगी, अब ज़िंदगी खाली ... है मेरी
लगने लगी हर साँस भी खाली
बिन तेरे, बिन तेरे, बिन तेरे
कोई खलिश है हवाओं में बिन तेरे
अजनबी से हुये हैं क्यों पल सारे
यह नज़र से नज़र यह मिलाते ही नहीं
इक घनी तनहाई छा गयी है
मंज़िलें रास्तों में ही गुम होने लगी
हो गयी अनसुनी हर दुआ अब मेरी
रह गयी अनकही बिन तेरे ...
राह में रोशनी ने है क्यूँ हाथ छोड़ा
इस तरफ शाम ने क्यूँ है अपना मुँह मोड़ा
यूँ के हर सुबह इक बेरहम सी रात बन गयी

Lost and lonely coz you're the only one
That knows me and I can't be without you
hai kyā yah jo tere mere darmiyāṇ hai
andekhī ansunī koī dāstāṇ hai
lagne lagī, ab ziṅdgī khālī ... hai merī
lagne lagī har sāṇs bhī khālī
bin tere, bin tere, bin tere
koī khaliśh hai havāoṅ meṅ bin tere
ajanbī se huye haiṅ kyoṅ pal sāre
yah nazar se nazar yah milāte hī nahīṅ
ik ghanī tanhāī chhā gayī hai
maṅzileṅ rāstoṅ meṅ hī gum hone lagī
ho gayī ansunī har duā ab merī
rah gayī anakhī bin tere ...
rāh meṅ rośhnī ne hai kyūṇ hāth chhoṛā
is taraph śhām ne kyūṇ hai apnā muṇh moṛā
yūṇ ke har subah ik beraham sī rāt ban gayī