Bin dekhe aur bin pahchaane tum par ham qurbaan

बिन देखे और बिन पहचाने तुम पर हम क़ुरबान्
Year
Language

बिन देखे और बिन पहचाने तुम पर हम क़ुरबान
मोहब्बत इसको कहते हैं, मोहब्बत इसको कहते हैं

बिन देखे और बिन पहचाने तुम पर हम क़ुरबान
मोहब्बत इसको कहते हैं, मोहब्बत इसको कहते हैं
गर तुम पर ना मरते तो जीना था आसान
मोहब्बत इसको कहते हैं, मोहब्बत इसको कहते हैं

(चाहत के संदेश लेकर आती है शाम
गर तुम भी आ जाते तो आ जाता आराम ) - 2
दिल की बस्ती बस ही जाती
मेरी हर धड़कन ये गाती
तुम आते तो मुझपर होता
कितना बड़ा एहसान
बिन देखे और बिन पहचाने …

(बेकल मेरे अरमां, बेकल है मेरा प्यार
कबसे मैं करता हूँ तुम्हारा इन्तज़ार ) - 2
कबसे मेरी बाहें सूनी
जीवन की ये राहें सूनी
तुम बिन कैसे पूरे होंगे
दिल में बसे अरमान
बिन देखे और बिन पहचाने …

bin dekhe aur bin pahchāne tum par ham qurbān
mohabbat isko kahte haiṅ, mohabbat isko kahte haiṅ

bin dekhe aur bin pahchāne tum par ham qurbān
mohabbat isko kahte haiṅ, mohabbat isko kahte haiṅ
gar tum par nā marte to jīnā thā āsān
mohabbat isko kahte haiṅ, mohabbat isko kahte haiṅ

(chāhat ke saṅdeśh lekar ātī hai śhām
gar tum bhī ā jāte to ā jātā ārām ) - 2
dil kī bastī bas hī jātī
merī har dhaṛkan ye gātī
tum āte to mujhapar hotā
kitnā baṛā ehsān
bin dekhe aur bin pahchāne …

(bekal mere armāṅ, bekal hai merā pyār
kabse maiṅ kartā hūṇ tumhārā intazār ) - 2
kabse merī bāheṅ sūnī
jīvan kī ye rāheṅ sūnī
tum bin kaise pūre hoṅge
dil meṅ base armān
bin dekhe aur bin pahchāne …