बिगड़ी बनाने वाले बिगड़ी बना दे
बिगड़ी बनाने वाले बिगड़ी बना दे
नैय्या हमारी पार लगा दे
दुनियाँ हमारी तेरे हाथ में है
चाहे बसा दे चाहे मिटा दे
नैय्या हमारी पार लगा दे
बिगड़ी बनाने वाले …
इधर भी हैं काँटे उधर भी हैं काँटें
तू चाहे तो काँटों को कलियाँ बना दे
नैय्या हमारी पार लगा दे
बिगड़ी बनाने वाले …
bigaṛī banāne vāle bigaṛī banā de
naiyyā hamārī pār lagā de
duniyāṇ hamārī tere hāth meṅ hai
chāhe basā de chāhe miṭā de
naiyyā hamārī pār lagā de
bigaṛī banāne vāle …
idhar bhī haiṅ kāṇṭe udhar bhī haiṅ kāṇṭeṅ
tū chāhe to kāṇṭoṅ ko kaliyāṇ banā de
naiyyā hamārī pār lagā de
bigaṛī banāne vāle …