Bhulaa naheen denaa, jee bhulaa naheen denaa

भुला नहीं देना, जी भुला नहीं देना
Work
Year
Language

भुला नहीं देना जी भुला नहीं देना
ज़माना खराब है दग़ा नहीं देना

आँखों में सपने झूम रहें हैं
गीत लबों को चूम रहें हैं
गीतों को आहें बना नहीं देना
ज़माना खराब है …

आँखों में मस्ती छायी हुई है
नींद सी मुझको आयी हुई है
नींद से मुझको जगा नहीं देना
ज़माना खराब है …

ज़िंदगी आँखें मलने लगी है
शम्मा सी दिल में जलने लगी है
शम्मा जला के बुझा नहीं देना
ज़माना खराब है …

bhulā nahīṅ denā jī bhulā nahīṅ denā
zamānā kharāb hai daġhā nahīṅ denā

āṇkhoṅ meṅ sapne jhūm raheṅ haiṅ
gīt laboṅ ko chūm raheṅ haiṅ
gītoṅ ko āheṅ banā nahīṅ denā
zamānā kharāb hai …

āṇkhoṅ meṅ mastī chhāyī huī hai
nīṅd sī mujhko āyī huī hai
nīṅd se mujhko jagā nahīṅ denā
zamānā kharāb hai …

ziṅdgī āṇkheṅ malne lagī hai
śhammā sī dil meṅ jalne lagī hai
śhammā jalā ke bujhā nahīṅ denā
zamānā kharāb hai …