ये हसीना ये दीवाना ... शे इस म्य गिर्ल फ़्रिएन्द. ... हे इस म्य बोय फ़्रिएन्द.
ये हसीना ये दीवाना
ये हसीना मेरी नींद चुराती है सारी रात जगाती है
कभी चली आती है कभी चली जाती है बड़ा तड़पाती है
but she is my girl friend.
girl friend?
she is my girl friend.
ये दीवाना मेरी नींद चुराता है सारी रात जगाता है
कभी चला आता है कभी चला जाता है बड़ा तड़पाता है
but he is my boy friend.
boy friend?
oh! he is my boy friend.
लोगों से मैने सुना है थोड़ी सी ये बेवफ़ा है
मैं भी कोई वादा करूं और वादा तोड़ दूं
कभी कभी सोचता हूँ इसको मैं छोड़ दूं
हाय हाय मगर क्या करूं she is my girl friend.
मुझको मगर बेवफ़ाई इस बेवफ़ा ने सिखाई
मैं भी किसी और की बाहों में झूल जाऊं
कभी कभी सोचती हूँ इसे भूल जाऊं
हाय हाय मगर क्या करूं he is my boy friend.
मैं आग हूँ ये है पानी बरबाद मेरी जवानी
दूर से करूं न इसे कभी मैं सलाम भी
भूल के न लूं कभी इसका मैं नाम भी
हाय हाय मगर क्या करूं she is my girl friend.
he is my boy friend.
ye hasīnā ye dīvānā
ye hasīnā merī nīṅd churātī hai sārī rāt jagātī hai
kabhī chalī ātī hai kabhī chalī jātī hai baṛā taṛpātī hai
but she is my girl friend.
girl friend?
she is my girl friend.
ye dīvānā merī nīṅd churātā hai sārī rāt jagātā hai
kabhī chalā ātā hai kabhī chalā jātā hai baṛā taṛpātā hai
but he is my boy friend.
boy friend?
oh! he is my boy friend.
logoṅ se maine sunā hai thoṛī sī ye bevafā hai
maiṅ bhī koī vādā karūṅ aur vādā toṛ dūṅ
kabhī kabhī sochtā hūṇ isko maiṅ chhoṛ dūṅ
hāy hāy magar kyā karūṅ she is my girl friend.
mujhko magar bevafāī is bevafā ne sikhāī
maiṅ bhī kisī aur kī bāhoṅ meṅ jhūl jāūṅ
kabhī kabhī sochtī hūṇ ise bhūl jāūṅ
hāy hāy magar kyā karūṅ he is my boy friend.
maiṅ āg hūṇ ye hai pānī barbād merī javānī
dūr se karūṅ na ise kabhī maiṅ salām bhī
bhūl ke na lūṅ kabhī iskā maiṅ nām bhī
hāy hāy magar kyā karūṅ she is my girl friend.
he is my boy friend.