स रे ग म तुम भी गाओ ... तेरे नैना मेरे नैनों से मीठी
स रे ग म तुम भी गाओ
स रे ग म
ये तो हुए सुर अब इन पे बिठाएं बोल तेरे नैना
तेरे नैना
तुम ऐसा करो ये गाओ मेरे नैना
मेरे नैना
हाँ तेरे नैना मेरे नैनों से मीठी मीठी बातें करते हैं
जब नैना बातें करते तब दिल मुलाकातें करते हैं
मेरे नैना
ओ तेरे नैना मेरे नैना
मेरे नैना
मीठी मीठी बातें करते हैं
मेरे नैना
तेरे नैना मेरे नैनों से
मीठी मीठी बातें
इन बातों से मुलाकातों से कोई ना कोई बनेगी कहानी
फूलों के संग संग दिल भी खिलेंगे
आयेगी ऐसी रुत मस्तानी देखते रहना
तेरे नैना मेरे नैनों से …
देखो तो ज़रा तुम ऐसा लगता है मेरे माथे से गिर गई बिंदिया
तुझे बिंदिया की पड़ी हुई है
मेरे नैनों से उड़ गई निंदिया उड़ गया चैन
तेरे नैना मेरे नैनों से …
कहां से आये डर लगता है गिर जाऊंगी ठोकर लगेगी
ऐसा नहीं होगा
मेरे नैनों से अब सब कुछ तू देखा करेगी
हाँ देखा करेगी दिन हो के रैना
तेरे नैना मेरे नैनों से …
sa re ga ma tum bhī gāo
sa re ga ma
ye to hue sur ab in pe biṭhāeṅ bol tere nainā
tere nainā
tum aisā karo ye gāo mere nainā
mere nainā
hāṇ tere nainā mere nainoṅ se mīṭhī mīṭhī bāteṅ karte haiṅ
jab nainā bāteṅ karte tab dil mulākāteṅ karte haiṅ
mere nainā
o tere nainā mere nainā
mere nainā
mīṭhī mīṭhī bāteṅ karte haiṅ
mere nainā
tere nainā mere nainoṅ se
mīṭhī mīṭhī bāteṅ
in bātoṅ se mulākātoṅ se koī nā koī banegī kahānī
phūloṅ ke saṅg saṅg dil bhī khileṅge
āyegī aisī rut mastānī dekhte rahnā
tere nainā mere nainoṅ se …
dekho to zarā tum aisā lagtā hai mere māthe se gir gaī biṅdiyā
tujhe biṅdiyā kī paṛī huī hai
mere nainoṅ se uṛ gaī niṅdiyā uṛ gayā chain
tere nainā mere nainoṅ se …
kahāṅ se āye ḍar lagtā hai gir jāūṅgī ṭhokar lagegī
aisā nahīṅ hogā
mere nainoṅ se ab sab kuchh tū dekhā karegī
hāṇ dekhā karegī din ho ke rainā
tere nainā mere nainoṅ se …