जब आऊँगी ऊँट के मैं ... ऊँटवाली से जो करो यारी मोरे राजा
जब आऊँगी ऊँट के मैं साथ आऊंगी
ऊँटवाली से जो करो यारी मोरे राजा
त्यारी करो मोरे राजा
तो ऊंचा करो घर का दरवाजा
ऐ ऊँटवाली से जो करो …
कैसे तेरे पास मैं आऊं अपनी अँखियां मीचे
मैं तो पहले शादी करूंगी प्यार करूंगी पीछे
डोली है ना बाराती न बैण्ड है न बाजा
ऐ ऊँटवाली से जो करो …
होंठों पे हैं खाली बातें जेब में दाम नहीं है
जैसा ऊंचा नाम सुना था वैसा काम नहीं है
मेरा दिल लेगा कोई राजा महाराजा
ऐ ऊँटवाली से जो करो …
प्यार में ये दिल विल देने की हो गई रीत पुरानी
मुझको अपनी जान तू दे दे ओ मेरे दिलबर जानी
आ गया वक़्त तेरा जोश में तू आजा
ऐ ऊँटवाली से जो करो …
jab āūṇgī ūṇṭ ke maiṅ sāth āūṅgī
ūṇṭvālī se jo karo yārī more rājā
tyārī karo more rājā
to ūṅchā karo ghar kā darvājā
ai ūṇṭvālī se jo karo …
kaise tere pās maiṅ āūṅ apnī aṇkhiyāṅ mīche
maiṅ to pahle śhādī karūṅgī pyār karūṅgī pīchhe
ḍolī hai nā bārātī na baiṇḍ hai na bājā
ai ūṇṭvālī se jo karo …
hoṅṭhoṅ pe haiṅ khālī bāteṅ jeb meṅ dām nahīṅ hai
jaisā ūṅchā nām sunā thā vaisā kām nahīṅ hai
merā dil legā koī rājā mahārājā
ai ūṇṭvālī se jo karo …
pyār meṅ ye dil vil dene kī ho gaī rīt purānī
mujhko apnī jān tū de de o mere dilbar jānī
ā gayā vaqt terā jośh meṅ tū ājā
ai ūṇṭvālī se jo karo …