Title (Indic)ये सर्द आहें मेरी ये दर्द तेरा सनम् WorkBhoot Year2003 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand Raj Anand Performer Gayatri Iyer Writer Praveen Bhardwaj LyricsHindi( ये सर्द आहें मेरी ये दर्द तेरा सनम किस तरह तुम से कहें किस तरह बेबस हैं हम जाएँ कहाँ हम तुम बिन कैसे सताएँ दिन-रात तुमको ) -2 ज़िन्दगी ये ज़िन्दगी बन गई है बेबसी -2 क्या करें हम क्या करें उलझनों का दौर है -2 दिल में कुछ बुझने लगा धड़कनों में शोर है ख़मोश दिल की सदा ( सुनता नहीं क्यूँ ख़ुदा ) -2 ज़िन्दगी ये ज़िन्दगी बन गई है बेबसी -2 ये सर्द आहें मेरी ये दर्द तेरा सनम फिर परेशाँ रात है मैं साथ कैसे दूँ सनम -2 अजनबी सा एक साया बन गया है मेरा हमदम तड़पा रहा है मुझे ( बहका रहा है मुझे ) -2 ज़िन्दगी ये ज़िन्दगी बन गई है बेबसी -2 ये सर्द आहें मेरी ये दर्द तेरा सनम् English( ye sard āheṅ merī ye dard terā sanam kis tarah tum se kaheṅ kis tarah bebas haiṅ ham jāeṇ kahāṇ ham tum bin kaise satāeṇ din-rāt tumko ) -2 zindgī ye zindgī ban gaī hai bebsī -2 kyā kareṅ ham kyā kareṅ ulajhnoṅ kā daur hai -2 dil meṅ kuchh bujhne lagā dhaṛaknoṅ meṅ śhor hai khamośh dil kī sadā ( suntā nahīṅ kyūṇ khudā ) -2 zindgī ye zindgī ban gaī hai bebsī -2 ye sard āheṅ merī ye dard terā sanam phir pareśhāṇ rāt hai maiṅ sāth kaise dūṇ sanam -2 ajanbī sā ek sāyā ban gayā hai merā hamdam taṛpā rahā hai mujhe ( bahkā rahā hai mujhe ) -2 zindgī ye zindgī ban gaī hai bebsī -2 ye sard āheṅ merī ye dard terā sanam