Bhoolee huee yaadon, mujhe itnaa naa sataao

भूली हुई यादों, मुझे इतना ना सताओ
Work
Year
Language

भूली हुयी यादों, मुझे इतना ना सताओ
अब चैन से रहने दो, मेरे पास ना आओ

दामन में लिए बैठा हूँ टूटे हुये तारें
कब तक मैं जिऊँगा यूँ ही ख्वाबों के सहारे
दीवाना हूँ, अब और ना दीवाना बनाओ

लूटो ना मुझे इस तरह दोराहे पे ला के
आवाज़ ना दो एक नई राह दिखा के
संभला हूँ मैं गिर गिर के मुझे फिर ना गिराओ

bhūlī huyī yādoṅ, mujhe itnā nā satāo
ab chain se rahne do, mere pās nā āo

dāman meṅ lie baiṭhā hūṇ ṭūṭe huye tāreṅ
kab tak maiṅ jiūṇgā yūṇ hī khvāboṅ ke sahāre
dīvānā hūṇ, ab aur nā dīvānā banāo

lūṭo nā mujhe is tarah dorāhe pe lā ke
āvāz nā do ek naī rāh dikhā ke
saṅbhlā hūṇ maiṅ gir gir ke mujhe phir nā girāo