Bhoolee huee yaadon, mujhe itnaa naa sataao

भूली हुई यादों, मुझे इतना ना सताओ
Work
Year
Language

भूली हुई यादों, मुझे इतना ना सताओ
अब चैन से रहने दो, मेरे पास न आओ
भूली हुई यादों …

दामन में लिये बैठा हूँ, (टूटे हुए तारे - 2)
कब तक मैं जियूँगा यूँही, (ख्वाबों के सहारे - 2)
दीवाना हूँ, अब और ना दीवाना बनाओ
अब चैन से रहने दो, मेरे पास न आओ
भूली हुई यादों …

लूटो ना मुझे इस तरह, (दोराहे पे लाके -2 )
आवाज़ न दो एक (नयी राह दिखाके - 2)
संभला हूँ मैं गिर-गिरके मुझे, फिर ना गिराओ
अब चैन से रहने दो मेरे पास ना आओ

भूली हुई यादों, मुझे इतना ना सताओ
अब चैन से रहने दो, मेरे पास न आओ
भूली हुई यादों …

bhūlī huī yādoṅ, mujhe itnā nā satāo
ab chain se rahne do, mere pās na āo
bhūlī huī yādoṅ …

dāman meṅ liye baiṭhā hūṇ, (ṭūṭe hue tāre - 2)
kab tak maiṅ jiyūṇgā yūṇhī, (khvāboṅ ke sahāre - 2)
dīvānā hūṇ, ab aur nā dīvānā banāo
ab chain se rahne do, mere pās na āo
bhūlī huī yādoṅ …

lūṭo nā mujhe is tarah, (dorāhe pe lāke -2 )
āvāz na do ek (nayī rāh dikhāke - 2)
saṅbhlā hūṇ maiṅ gir-girke mujhe, phir nā girāo
ab chain se rahne do mere pās nā āo

bhūlī huī yādoṅ, mujhe itnā nā satāo
ab chain se rahne do, mere pās na āo
bhūlī huī yādoṅ …