Bhool na jaanaa ... tum ho tumheen ho sanam mere hamraaz्

भूल न जाना ... तुम हो तुम्हीं हो सनम मेरे हमराज़्
Work
Year
Language

तुम हो तुम हो तुम्हीं हो सनम मेरे हमराज़
हमराज़ हमराज़
हे हे आ हा हा हा हा
ला ला ला ला ला ला
भूल न जाना दूर न जाना
ओ जान-ए-जानां प्यार निभाना
तुम हो तुम हो …

तू ही आरज़ू है तू ही जुस्तज़ू तू है जुनूं
दिल की गली ये बड़ा तड़पाती है
अहद-ए-वफ़ा में दगा दे जाती है
दगा नहीं देना सज़ा नहीं देना
साहिल पे ला के डुबा नहीं देना
तुम हो तुम हो …

है कच्चे धागे से नाज़ुक मोहब्बत
ये टूट जाए ना करना हिफ़ाज़त
दोराहे पे ला के छोड़ नहीं देना
वादा ये वफ़ा का तोड़ नहीं देना
तुम हो तुम हो …

tum ho tum ho tumhīṅ ho sanam mere hamrāz
hamrāz hamrāz
he he ā hā hā hā hā
lā lā lā lā lā lā
bhūl na jānā dūr na jānā
o jān-e-jānāṅ pyār nibhānā
tum ho tum ho …

tū hī ārazū hai tū hī justazū tū hai junūṅ
dil kī galī ye baṛā taṛpātī hai
ahad-e-vafā meṅ dagā de jātī hai
dagā nahīṅ denā sazā nahīṅ denā
sāhil pe lā ke ḍubā nahīṅ denā
tum ho tum ho …

hai kachche dhāge se nāzuk mohabbat
ye ṭūṭ jāe nā karnā hifāzat
dorāhe pe lā ke chhoṛ nahīṅ denā
vādā ye vafā kā toṛ nahīṅ denā
tum ho tum ho …