Bhool gayaa sabkuchh, yaad naheen ab kuchh

भूल गया सबकुछ, याद नहीं अब कुछ
Work
Year
Language

भूल गया सबकुछ, याद नहीं अब कुछ
एक यही बात ना भूली, ज्यूली, I love you

भूल गयी सबकुछ, याद नहीं अब कुछ
एक यही बात ना भूली, ज्यूली, Julie loves you

इतना भी दूर मत जाओ के पास आना मुश्किल हो
इतना भी पास मत आओं के दूर जाना मुश्किल हो
जाने भी दो कहा मानो मेरा
ऐसा लगा बदन छू के तेरा
कोई चिंगारी छूली, ज्यूली.. ..

ऐसा ना हो तड़प तड़प के ये प्यार प्यासा मर जाए
ऐसा ना हो, हम दोनों को ये शाम रुसवा कर जाए
अच्छा तो मैं ये जिद छोड़ दूँ बोलो
अच्छा मैं ये कसम तोड़ दूँ बोलो
बात है ये मामूली, ज्यूली.. ..

bhūl gayā sabkuchh, yād nahīṅ ab kuchh
ek yahī bāt nā bhūlī, jyūlī, I love you

bhūl gayī sabkuchh, yād nahīṅ ab kuchh
ek yahī bāt nā bhūlī, jyūlī, Julie loves you

itnā bhī dūr mat jāo ke pās ānā muśhkil ho
itnā bhī pās mat āoṅ ke dūr jānā muśhkil ho
jāne bhī do kahā māno merā
aisā lagā badan chhū ke terā
koī chiṅgārī chhūlī, jyūlī.. ..

aisā nā ho taṛap taṛap ke ye pyār pyāsā mar jāe
aisā nā ho, ham donoṅ ko ye śhām rusvā kar jāe
achchhā to maiṅ ye jid chhoṛ dūṇ bolo
achchhā maiṅ ye kasam toṛ dūṇ bolo
bāt hai ye māmūlī, jyūlī.. ..