Bholee see soorat aankhon men mastee aae haae

भोली सी सूरत आँखों में मस्ती आए हाए
Year
Language

भोली सी सूरत आँखों में मस्ती आए हाए
अरे भोली सी सूरत आँखों में मस्ती दूर खड़ी शरमाए आए हाए
एक झलक दिखलाए कभी कभी आंचल में छुप जाए आए हाए
मेरी नज़र से तुम देखो तो यार नज़र वो आए
भोली सी सूरत …

लड़की नहीं है वो जादू है और कहा क्‌या जाए
रात को मेरे ख्वाब में आई वो ज़ुल्फ़ें बिखराए
आँख खुली तो दिल चाहा फिर नींद मुझे आ जाए
बिन देखे ये हाल हुआ देखूं तो क्‌या हो जाए
भोली सी सूरत …

सावन का पहला बादल उसका काजल बन जाए
मौज उठे सागर में जैसे ऐसे कदम उठाए
छम से काश कहीं से मेरे सामने वो आ जाए
भोली सी सूरत …

bholī sī sūrat āṇkhoṅ meṅ mastī āe hāe
are bholī sī sūrat āṇkhoṅ meṅ mastī dūr khaṛī śharmāe āe hāe
ek jhalak dikhlāe kabhī kabhī āṅchal meṅ chhup jāe āe hāe
merī nazar se tum dekho to yār nazar vo āe
bholī sī sūrat …

laṛkī nahīṅ hai vo jādū hai aur kahā k‌yā jāe
rāt ko mere khvāb meṅ āī vo zulfeṅ bikhrāe
āṇkh khulī to dil chāhā phir nīṅd mujhe ā jāe
bin dekhe ye hāl huā dekhūṅ to k‌yā ho jāe
bholī sī sūrat …

sāvan kā pahlā bādal uskā kājal ban jāe
mauj uṭhe sāgar meṅ jaise aise kadam uṭhāe
chham se kāśh kahīṅ se mere sāmne vo ā jāe
bholī sī sūrat …