Bholee bhaalee larkee kholoon tere dil kee

भोली भाली लड़की खोलूं तेरे दिल की
Year
Language

श: भोली भाली लड़की खोलूं तेरे दिल की प्यार वाली खिड़की हो -2
अ: नहीं नहीं अभी नहीं अभी नहीं पिया
छेड़ो नहीं ऐसे मुझे डरता है जिया
श: भोली भाली लड़की …

अ: ऊपर गगन है नीचे तू है सजना
तेरा प्यार हक़ीक़त है या सपना -2
श: मैं प्रेमी हूँ तू दिलबर है
कर ले मुहब्बत यही तो उमर है
अ: नहीं नहीं अभी नहीं …
श: भोली भाली लड़की …

झिलमिल रूप तेरा चमके है ऐसे
बरखा के संग धूप खिली हो जैसे -2
अ: मस्त पवन है तू ख़ुश्बू है
मेरे दिल में तू ही तू है
श: चोरी नहीं की है मैने प्यार तुझे किया
अ: दिल मेरा लिया तूने दिल मुझे दिया
श: भोली भाली लड़की …

śha: bholī bhālī laṛkī kholūṅ tere dil kī pyār vālī khiṛkī ho -2
a: nahīṅ nahīṅ abhī nahīṅ abhī nahīṅ piyā
chheṛo nahīṅ aise mujhe ḍartā hai jiyā
śha: bholī bhālī laṛkī …

a: ūpar gagan hai nīche tū hai sajnā
terā pyār haqīqat hai yā sapnā -2
śha: maiṅ premī hūṇ tū dilbar hai
kar le muhabbat yahī to umar hai
a: nahīṅ nahīṅ abhī nahīṅ …
śha: bholī bhālī laṛkī …

jhilmil rūp terā chamke hai aise
barkhā ke saṅg dhūp khilī ho jaise -2
a: mast pavan hai tū khuśhbū hai
mere dil meṅ tū hī tū hai
śha: chorī nahīṅ kī hai maine pyār tujhe kiyā
a: dil merā liyā tūne dil mujhe diyā
śha: bholī bhālī laṛkī …