भेजे कहार, पिया जी बुला लो
भेजे कहार, पिया जी बुला लो
कोई रात रात जागे
डोली पड़ी पड़ी द्योड़ी में
अरथी जैसी लागे
भेजे कहार, पिया जी बुला लो
साँझ ढले सूनी गली, दरवाजे तक आए
कोई नहीं आया अभी, इतनी खबर दे जाए
भेजे कहार …
आकाश में कागा उड़े, बैठे न मेरे बनेरे
ठंडी नमी जलती नहीं, फूँकूँ कहाँ तक अंधेरे
भेजे कहार …
भेजे कहार …
bheje kahār, piyā jī bulā lo
koī rāt rāt jāge
ḍolī paṛī paṛī dyoṛī meṅ
arthī jaisī lāge
bheje kahār, piyā jī bulā lo
sāṇjh ḍhale sūnī galī, darvāje tak āe
koī nahīṅ āyā abhī, itnī khabar de jāe
bheje kahār …
ākāśh meṅ kāgā uṛe, baiṭhe na mere banere
ṭhaṅḍī namī jaltī nahīṅ, phūṇkūṇ kahāṇ tak aṅdhere
bheje kahār …
bheje kahār …