Bheegee chaandnee chhaaee bekhoodee aa jaa daal de baahon men

भीगी चाँदनी छाई बेखूदी आ जा डाल दे बाहों में
Work
Year
Language

भीगी चाँदनी छायी बेखुदी
आ जा डाल दे बाहों में अपनी बाहें

1) ज़ुल्फ़ों का ये अँधेरा मुखड़े का ये सवेरा
तेरे ही वास्ते है बाहों का नर्म घेरा
मेरा अरमान तू है दिल का तूफ़ान तू है, मेरे सनम, भीगी …

2) दिल के करीब आ जा मेरे नसीब आ जा
आ मेरी जान है तू साँसों में तू समा जा
होंठों पे नाम तेरा उल्फ़त है काम मेरा तेरी कसम भीगी …

bhīgī chāṇdnī chhāyī bekhudī
ā jā ḍāl de bāhoṅ meṅ apnī bāheṅ

1) zulfoṅ kā ye aṇdherā mukhaṛe kā ye saverā
tere hī vāste hai bāhoṅ kā narm gherā
merā armān tū hai dil kā tūfān tū hai, mere sanam, bhīgī …

2) dil ke karīb ā jā mere nasīb ā jā
ā merī jān hai tū sāṇsoṅ meṅ tū samā jā
hoṅṭhoṅ pe nām terā ulfat hai kām merā terī kasam bhīgī …