Title (Indic)ये झुके-झुके नैना ये लट बलखाती WorkBharosa Year1963 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ravi Performer Mohammad Rafi Writer Rajendra Krishan LyricsHindiये झुके-झुके नैना ये लट बलखाती तो दिल क्यूँ ना मेरा दीवाना हो तेरा ये झुके-झुके … ये शरम से दहके गाल चैन के दुश्मन हो गए ये उलझे-उलझे बाल दिलों की उलझन हो गए तेरे गालों की ख़ैर तेरे बालों की ख़ैर -2 क्यों न ज़ुल्मी ओ ज़ालिम लजाना हो तेरा ये झुके-झुके … तेरी ज़ुल्फ़ का साथी बनता अगर मैं गजरा होता तेरी अँखियों में बस जाता अगर मैं कजरा होता तेरे कजरे की ख़ैर तेरे गजरे की ख़ैर -2 जो देखे तो क्यूँ ना दीवाना हो तेरा ये झुके-झुके … कई देखे मोर चकोर चल ना ऐसी देखी ये क़मर लचकती डाल डाल ना ऐसी देखी ये रंग ये रूप जैसे चढ़ती हो धूप -2 गोरी फिर क्यों ना ज़ालिम ज़माना हो तेरा ये झुके-झुके … Englishye jhuke-jhuke nainā ye laṭ balkhātī to dil kyūṇ nā merā dīvānā ho terā ye jhuke-jhuke … ye śharam se dahke gāl chain ke duśhman ho gae ye uljhe-uljhe bāl diloṅ kī uljhan ho gae tere gāloṅ kī khair tere bāloṅ kī khair -2 kyoṅ na zulmī o zālim lajānā ho terā ye jhuke-jhuke … terī zulf kā sāthī bantā agar maiṅ gajrā hotā terī aṇkhiyoṅ meṅ bas jātā agar maiṅ kajrā hotā tere kajre kī khair tere gajre kī khair -2 jo dekhe to kyūṇ nā dīvānā ho terā ye jhuke-jhuke … kaī dekhe mor chakor chal nā aisī dekhī ye qamar lachaktī ḍāl ḍāl nā aisī dekhī ye raṅg ye rūp jaise chaṛhtī ho dhūp -2 gorī phir kyoṅ nā zālim zamānā ho terā ye jhuke-jhuke …