Bharee duniyaa men aakhir dil ko samjhaane kahaan jaaen

भरी दुनिया में आखिर दिल को समझाने कहाँ जाएं
Work
Year
Language

भरी दुनिया में आख़िर दिल को समझाने कहाँ जाएं
मुहब्बत हो गई जिनको वो दीवाने कहाँ जाएं

लगे हैं शम्मा पर पहरे ज़माने की निगाहों के
जिन्हें जलने की हसरत है वो परवाने कहाँ जाएं

सुनाना भी जिन्हें मुश्किल छुपाना भी जिन्हें मुश्किल
ज़रा तू ही बता ऐ दिल वो अफ़साने कहाँ जाएं

bharī duniyā meṅ ākhir dil ko samjhāne kahāṇ jāeṅ
muhabbat ho gaī jinko vo dīvāne kahāṇ jāeṅ

lage haiṅ śhammā par pahre zamāne kī nigāhoṅ ke
jinheṅ jalne kī hasrat hai vo parvāne kahāṇ jāeṅ

sunānā bhī jinheṅ muśhkil chhupānā bhī jinheṅ muśhkil
zarā tū hī batā ai dil vo afsāne kahāṇ jāeṅ