आ: भरे हैं आँख में आँसू ख़ुशी कम होती जाती है
मु: वो क्या बिछड़े हैं हमसे ज़िन्दगी कम होती हाती है
कहाँ जाएं किधर जाएं निग़ाहों में अंधेरा है
तमन्ना ज़िन्दगी की अब तो दिल में सोती जाती है
भरे हैं आँख में …
मु: मुक़द्दर बन के बिगड़ा है गिला दुनिया से क्या कीजे
आ: हमारा दिल धड़कता है ज़रा आवाज़ तो दीजे
तुम्हारा नाम ले ले कर मोहब्बत रोती जाती है
भरे हैं आँख में …
ā: bhare haiṅ āṇkh meṅ āṇsū khuśhī kam hotī jātī hai
mu: vo kyā bichhaṛe haiṅ hamse zindgī kam hotī hātī hai
kahāṇ jāeṅ kidhar jāeṅ niġhāhoṅ meṅ aṅdherā hai
tamannā zindgī kī ab to dil meṅ sotī jātī hai
bhare haiṅ āṇkh meṅ …
mu: muqaddar ban ke bigaṛā hai gilā duniyā se kyā kīje
ā: hamārā dil dhaṛaktā hai zarā āvāz to dīje
tumhārā nām le le kar mohabbat rotī jātī hai
bhare haiṅ āṇkh meṅ …