Title (Indic)खुल गया नसीब देखो साला ... देख मेरे भाई WorkBhai Year1997 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand-Milind Performer Udit Narayan Writer Sameer LyricsHindiखुल गया नसीब देखो साला बन गया अंग्रेज गांव वाला देख मेरे भाई रंग बिरंगी टाई धोती कुर्ता छोड़ा मैने suit boot डाला खुल गया नसीब … आया मैं बन ठन के ऐसे आया जैसे कोई जापान से निकला मैं इन रास्तों से देखो ज़रा क्या शान से हाथों में महंगी घड़ी है लाखों की इसकी छड़ी है देख मेरे भाई … बदला है ये रूप मेरा बदला मेरा ये style है मारे खुशी के हूँ पागल होंठों पे देखो ना क्या smile है मस्ती में ये तो है डूबा लगता है कोई अजूबा देख मेरे भाई … Englishkhul gayā nasīb dekho sālā ban gayā aṅgrej gāṅv vālā dekh mere bhāī raṅg biraṅgī ṭāī dhotī kurtā chhoṛā maine suit boot ḍālā khul gayā nasīb … āyā maiṅ ban ṭhan ke aise āyā jaise koī jāpān se niklā maiṅ in rāstoṅ se dekho zarā kyā śhān se hāthoṅ meṅ mahaṅgī ghaṛī hai lākhoṅ kī iskī chhaṛī hai dekh mere bhāī … badlā hai ye rūp merā badlā merā ye style hai māre khuśhī ke hūṇ pāgal hoṅṭhoṅ pe dekho nā kyā smile hai mastī meṅ ye to hai ḍūbā lagtā hai koī ajūbā dekh mere bhāī …