बेवफ़ा यूँ तेरा मुस्कुराना
बेवफ़ा यूँ तेरा मुस्कुराना
याद आने के क़ाबिल नहीं है
इस तरह ज़ुल्म उठाएं हैं तूने
सर उठाने के क़ाबिल नहीं है
मैं ने खत लिख के उनको बुलाया
आके क़ासिद ने दुखड़ा सुनाया
उनके पैरों में मेहंदी लगी है
आने जाने के क़ाबिल नहीं है
मैं ने phone करके उनको बुलाया
उनकी mummy ने आकर उठाया
उनके हाथों में मेहंदी लगी है
phone उठाने के क़ाबिल नहीं है
मैं ने पूछा के कल शब कहाँ थे
पहले शरमाये फिर हँस के बोले
आप वो बात क्यों पूछते हो
जो बताने के क़ाबिल नहीं है
bevafā yūṇ terā muskurānā
yād āne ke qābil nahīṅ hai
is tarah zulm uṭhāeṅ haiṅ tūne
sar uṭhāne ke qābil nahīṅ hai
maiṅ ne khat likh ke unko bulāyā
āke qāsid ne dukhaṛā sunāyā
unke pairoṅ meṅ mehaṅdī lagī hai
āne jāne ke qābil nahīṅ hai
maiṅ ne phone karke unko bulāyā
unkī mummy ne ākar uṭhāyā
unke hāthoṅ meṅ mehaṅdī lagī hai
phone uṭhāne ke qābil nahīṅ hai
maiṅ ne pūchhā ke kal śhab kahāṇ the
pahle śharmāye phir hṇs ke bole
āp vo bāt kyoṅ pūchhte ho
jo batāne ke qābil nahīṅ hai