Betaa apnee maan se kabhee rooth bhee jaae

बेटा अपनी माँ से कभी रूठ भी जाए
Work
Year
Language

बेटा अपनी माँ से कभी रूठ भी जाए
माँ अपने बेटे से कभी रूठती नहीं
दुनिया का हर बंधन शायद टूट भी जाए
ममता की डोरी तो कभी टूटती नहीं
बेटा अपनी माँ से …

तूने ही सिखलाया मुझे मुस्कुराना
कैसे कहां से सीखा तूने रूठ जाना
भूल हुई है मुझसे मुझे माफ़ कर दे
फिर ना करूंगी गलती इंसाफ़ कर दे
बेटा अपनी माँ से …

माँ की बाहों में सारा संसार होता है
माँ की आँखों में तो बस प्यार होता है
दुनिया जलती धूप है माँ का आंचल है छाया
वो किस्मत वाला है जिसने माँ को है पाया
बेटा अपनी माँ से …

beṭā apnī māṇ se kabhī rūṭh bhī jāe
māṇ apne beṭe se kabhī rūṭhtī nahīṅ
duniyā kā har baṅdhan śhāyad ṭūṭ bhī jāe
mamtā kī ḍorī to kabhī ṭūṭtī nahīṅ
beṭā apnī māṇ se …

tūne hī sikhlāyā mujhe muskurānā
kaise kahāṅ se sīkhā tūne rūṭh jānā
bhūl huī hai mujhse mujhe māf kar de
phir nā karūṅgī galtī iṅsāf kar de
beṭā apnī māṇ se …

māṇ kī bāhoṅ meṅ sārā saṅsār hotā hai
māṇ kī āṇkhoṅ meṅ to bas pyār hotā hai
duniyā jaltī dhūp hai māṇ kā āṅchal hai chhāyā
vo kismat vālā hai jisne māṇ ko hai pāyā
beṭā apnī māṇ se …