Title (Indic)आज शीशे में बार-बार ... दिल में एक जान-ए-तमन्ना WorkBenazir Year1964 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sachin Dev Burman Performer Mohammad Rafi Writer Shakeel Badayuni LyricsHindiआज शीशे में बार-बार उन्हें दिल की सूरत दिखाई देती है अपनी सूरत नज़र नहीं आती मेरी सूरत दिखाई देती है दिल में एक जान-ए-तमन्ना ने जगह पाई है आज गुलशन में नहीं घर में बहार आई है आ गया आ गया मेरे तसव्वुर में कोई परदानशीन -2 आज हर चीज़ नज़र आती है मुझको हसीं क्या करूँ मैं बड़ी दिलकश मेरी तन्हाई है आज गुलशन में नहीं … बहकी-बहकी नशा-ए-हुस्न में खोई-खोई जैसे ख़्यालों की रंगीन रुबाई कोई दिल के शीशे में परी बन के उतर आई है आज गुलशन में नहीं … हुस्न के सामने इज़हार-ए-वफ़ा है मुश्किल -2 काश छुप कर ही वो सुन ले मेरा नाला-ए-दिल जिसने प्यार की मंज़िल मुझे दिखलाई है आज गुलशन में नहीं … Englishāj śhīśhe meṅ bār-bār unheṅ dil kī sūrat dikhāī detī hai apnī sūrat nazar nahīṅ ātī merī sūrat dikhāī detī hai dil meṅ ek jān-e-tamannā ne jagah pāī hai āj gulaśhan meṅ nahīṅ ghar meṅ bahār āī hai ā gayā ā gayā mere tasavvur meṅ koī pardānśhīn -2 āj har chīz nazar ātī hai mujhko hasīṅ kyā karūṇ maiṅ baṛī dilkaśh merī tanhāī hai āj gulaśhan meṅ nahīṅ … bahkī-bahkī naśhā-e-husn meṅ khoī-khoī jaise khyāloṅ kī raṅgīn rubāī koī dil ke śhīśhe meṅ parī ban ke utar āī hai āj gulaśhan meṅ nahīṅ … husn ke sāmne izhār-e-vafā hai muśhkil -2 kāśh chhup kar hī vo sun le merā nālā-e-dil jisne pyār kī maṅzil mujhe dikhlāī hai āj gulaśhan meṅ nahīṅ …