बेनाम ... जब वो निकलता है कोई हादसा होता है
बेनाम बेनाम बेनाम बेनाम
जब वो निकलता है कोई हादसा होता है
अखबारों में छपता है क्या है नाम
बेनाम …
वो कब कहां पे आए कोई सोच नहीं ये पाए
हर कोई यहां घबराए सुबह-ओ-शाम
बेनाम …
वो राज़ बड़ा है गहरा देखा न किसी ने चेहरा
चाहे जितना लगा हो पहरा ले इंतकाम
बेनाम …
हैरान है दुनिया सारी कब किसकी आए बारी
कहां वार करे शिकारी वो गुमनाम
बेनाम …
benām benām benām benām
jab vo nikaltā hai koī hādsā hotā hai
akhbāroṅ meṅ chhaptā hai kyā hai nām
benām …
vo kab kahāṅ pe āe koī soch nahīṅ ye pāe
har koī yahāṅ ghabrāe subah-o-śhām
benām …
vo rāz baṛā hai gahrā dekhā na kisī ne chehrā
chāhe jitnā lagā ho pahrā le iṅtkām
benām …
hairān hai duniyā sārī kab kiskī āe bārī
kahāṅ vār kare śhikārī vo gumnām
benām …