बेकरार मैं बेकरार दिल मुझको तेरा फिर से दीदार्
ओय ओय
बेकरार मैं बेकरार दिल मुझको तेरा फिर से दीदार हो जाए
अबके साल मेरा ये हाल बस खत्म ये मेरा इंतज़ार हो जाए
तू जहां भी है आ रहा मैं वहां
ऐ ये हे
Hey! I got you baby.
ओय ओय
बेकरार मैं बेकरार दिल बस किसी से जल्दी से प्यार हो जाए
अबके साल मेरा ये हाल बस खत्म ये मेरा इंतज़ार हो जाए
किस शहर में रहती है वो उसे ढूंढूं यहां वहां सारा जहां कहां
हे बेकरार मैं …
रस्ता मैं देखूं कोई आए मेरा दिल ले के जाए
दौड़ी दौड़ी आए और आके मेरे गले लग जाए
ना जाने कब होगा ये मिलन
मैं कब बनूंगा किसी का सजन
एक तीर बस एक तीर चल जाए
हाय इस दिल के पार हो जाए
बेकरार मैं …
कुड़ियों के पीछे हाय भाग भाग के
तंग आ गया हूँ रातें जाग जाग के
कोई मिले तो मैं झूम लूं
बीच सड़क पे चूम लूं
मेरे दिल की डोली है खाली
कोई लड़की आके इसमें सवार हो जाए
खेल हो शुरू प्यार का अजी आज बस अभी जीत हार हो जाए
हे किस शहर में …
oy oy
bekrār maiṅ bekrār dil mujhko terā phir se dīdār ho jāe
abke sāl merā ye hāl bas khatm ye merā iṅtazār ho jāe
tū jahāṅ bhī hai ā rahā maiṅ vahāṅ
ai ye he
Hey! I got you baby.
oy oy
bekrār maiṅ bekrār dil bas kisī se jaldī se pyār ho jāe
abke sāl merā ye hāl bas khatm ye merā iṅtazār ho jāe
kis śhahar meṅ rahtī hai vo use ḍhūṅḍhūṅ yahāṅ vahāṅ sārā jahāṅ kahāṅ
he bekrār maiṅ …
rastā maiṅ dekhūṅ koī āe merā dil le ke jāe
dauṛī dauṛī āe aur āke mere gale lag jāe
nā jāne kab hogā ye milan
maiṅ kab banūṅgā kisī kā sajan
ek tīr bas ek tīr chal jāe
hāy is dil ke pār ho jāe
bekrār maiṅ …
kuṛiyoṅ ke pīchhe hāy bhāg bhāg ke
taṅg ā gayā hūṇ rāteṅ jāg jāg ke
koī mile to maiṅ jhūm lūṅ
bīch saṛak pe chūm lūṅ
mere dil kī ḍolī hai khālī
koī laṛkī āke ismeṅ savār ho jāe
khel ho śhurū pyār kā ajī āj bas abhī jīt hār ho jāe
he kis śhahar meṅ …