Behoshee tan man pe chhaane lagee chhaane lagaa hai

बेहोशी तन मन पे छाने लगी छाने लगा है
Work
Year
Language

बेहोशी तन मन पे छाने लगी छाने लगा है अब नशा आ आ
तुम जो ऐसे बहकोगे जाने आज होना है क्‌या
बेहोशी तन मन पे …

क्‌या राज़ है किसलिए बलखा रहा है तू आ
कोई क्‌या यहां आया है मेरी जान
आए जो कोई यहां तो सुन ले मेरी दास्तां
ये साँस ये धड़कनें हैं जैसे दिल की जुबां
दीवानी मान भी जा ऐसे न होश गंवा
अगर होश तन मन पे छाने लगे
छाने लगा है अब …

तू जो ऐसे बहकेगी जाने आज होना है क्‌या

हाँ जान यही बात है महकी सी क्‌यूं रात है
ये साया है क्‌या चल तेरे साथ है
साया नहीं ज़ुल्फ़ है जो खुल के लहरा गई
ये बात जो अनकही वो होंठों पे आ गई
दीवानी मान भी …

behośhī tan man pe chhāne lagī chhāne lagā hai ab naśhā ā ā
tum jo aise bahkoge jāne āj honā hai k‌yā
behośhī tan man pe …

k‌yā rāz hai kislie balkhā rahā hai tū ā
koī k‌yā yahāṅ āyā hai merī jān
āe jo koī yahāṅ to sun le merī dāstāṅ
ye sāṇs ye dhaṛakneṅ haiṅ jaise dil kī jubāṅ
dīvānī mān bhī jā aise na hośh gaṅvā
agar hośh tan man pe chhāne lage
chhāne lagā hai ab …

tū jo aise bahkegī jāne āj honā hai k‌yā

hāṇ jān yahī bāt hai mahkī sī k‌yūṅ rāt hai
ye sāyā hai k‌yā chal tere sāth hai
sāyā nahīṅ zulf hai jo khul ke lahrā gaī
ye bāt jo anakhī vo hoṅṭhoṅ pe ā gaī
dīvānī mān bhī …