Title (Indic)आज न जाने पागल मनवा काहे को घबराए WorkBegunah Year1957 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Kishore Kumar Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiआज न जाने पागल मनवा काहे को घबराए हिच-हिच हिचकी आए रे तबियत बिचकी-बिचकी जाए जब देखूँ अलबेला आँचल दिल पर बिजली टूटे रूप नशीला एक झलक में दिल की दुनिया लूटे कोई शराबी मद का प्याला जैसे पी के आए हिच-हिच हिचकी आए … होश हमारे बन्दी बन कर हो गए नौ दो ग्यारह किस मुश्किल में जान फँसी है अपने बज गए बारह रूप की गर्मी शोला बन कर दिल में आग लगाए हिच-हिच हिचकी आए … Englishāj na jāne pāgal manvā kāhe ko ghabrāe hich-hich hichkī āe re tabiyat bichkī-bichkī jāe jab dekhūṇ albelā āṇchal dil par bijlī ṭūṭe rūp naśhīlā ek jhalak meṅ dil kī duniyā lūṭe koī śharābī mad kā pyālā jaise pī ke āe hich-hich hichkī āe … hośh hamāre bandī ban kar ho gae nau do gyārah kis muśhkil meṅ jān phṇsī hai apne baj gae bārah rūp kī garmī śholā ban kar dil meṅ āg lagāe hich-hich hichkī āe …