Title (Indic)ज़रा सुन लो हम अपने प्यार का अफ़साना कहते हैं WorkBazaar Year1949 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shyamsunder Performer Rajkumari Performer Lata Mangeshkar Writer Qamar Jalalabadi LyricsHindiसब: ज़रा सुन लो हम अपने प्यार का अफ़साना कहते हैं हमें ये दुनियावाले आपका दीवाना कहते हैं ज़रा सुन लो … ल: आऽ हमें तो काम है बस चूपके-चूपके याद करने से मुहब्बत का मज़ा आता नहीं फ़रियाद करने से जो खामोशी से जल जाए उसे परवाना कहते हैं (2) उसे परवाना कहते हैं अजी परवाना कहते हैं जो खामोशी से जल जाए उसे परवाना कहते हैं सब: ज़रा सुन लो … रा: आऽ किसी के प्यार की खातिर ज़माने को भूलाया है जिन्हें अपना बनाने के लिए सब कुछ लूटाया है क़यामत है के वो अब तक हमें बेगाना कहते हैं (2) हमें बेगाना कहते हैं अजी बेगाना कहते हैं क़यामत है के वो अब तक हमें बेगाना कहते हैं सब: ज़रा सुन लो … ल: आऽ इधर भी देखकर एक बार साहिब मुस्कुरा देना आऽ तुम्हारी एक नज़र का काम है पागल बना देना जिसे दीवाना तुम कह दो उसे दीवाना कहते हैं (2) उसे दीवाना कहते हैं अजी दीवाना कहते हैं जिसे दीवाना तुम कह दो उसे दीवाना कहते हैं सब: ज़रा सुन लो … ?: आऽ जहाँ के कूचे-कूचे में पता पूछा तेरा हमने कहा लोगों ने दीवाना तो यूँ हँसकर कहा हमने मुहब्बत करनेवाले को सभी दीवाना कहते हैं (2) सभी दीवाना कहते हैं अजी दीवाना कहते हैं मुहब्बत करनेवाले को सभी दीवाना कहते हैं सब: ज़रा सुन लो … ल: आऽ जिसे देखो ज़माने में किसी से प्यार करता है कहीं भौंरा तडपता है कहीं परवाना जलता है हज़ारों कहनेवाले एक ही अफ़साना कहते हैं (2) अजी अफ़साना कहते हैं अजी अफ़साना कहते हैं हज़ारों कहनेवाले एक ही अफ़साना कहते हैं सब: ज़रा सुन लो हम अपने प्यार का अफ़साना कहते हैं हमें ये दुनियावाले आपका दीवाना कहते हैं ज़रा सुन लो … Englishsab: zarā sun lo ham apne pyār kā afsānā kahte haiṅ hameṅ ye duniyāvāle āpkā dīvānā kahte haiṅ zarā sun lo … la: ā' hameṅ to kām hai bas chūpke-chūpke yād karne se muhabbat kā mazā ātā nahīṅ fariyād karne se jo khāmośhī se jal jāe use parvānā kahte haiṅ (2) use parvānā kahte haiṅ ajī parvānā kahte haiṅ jo khāmośhī se jal jāe use parvānā kahte haiṅ sab: zarā sun lo … rā: ā' kisī ke pyār kī khātir zamāne ko bhūlāyā hai jinheṅ apnā banāne ke lie sab kuchh lūṭāyā hai qayāmat hai ke vo ab tak hameṅ begānā kahte haiṅ (2) hameṅ begānā kahte haiṅ ajī begānā kahte haiṅ qayāmat hai ke vo ab tak hameṅ begānā kahte haiṅ sab: zarā sun lo … la: ā' idhar bhī dekhkar ek bār sāhib muskurā denā ā' tumhārī ek nazar kā kām hai pāgal banā denā jise dīvānā tum kah do use dīvānā kahte haiṅ (2) use dīvānā kahte haiṅ ajī dīvānā kahte haiṅ jise dīvānā tum kah do use dīvānā kahte haiṅ sab: zarā sun lo … ?: ā' jahāṇ ke kūche-kūche meṅ patā pūchhā terā hamne kahā logoṅ ne dīvānā to yūṇ hṇskar kahā hamne muhabbat karnevāle ko sabhī dīvānā kahte haiṅ (2) sabhī dīvānā kahte haiṅ ajī dīvānā kahte haiṅ muhabbat karnevāle ko sabhī dīvānā kahte haiṅ sab: zarā sun lo … la: ā' jise dekho zamāne meṅ kisī se pyār kartā hai kahīṅ bhauṅrā taḍaptā hai kahīṅ parvānā jaltā hai hazāroṅ kahnevāle ek hī afsānā kahte haiṅ (2) ajī afsānā kahte haiṅ ajī afsānā kahte haiṅ hazāroṅ kahnevāle ek hī afsānā kahte haiṅ sab: zarā sun lo ham apne pyār kā afsānā kahte haiṅ hameṅ ye duniyāvāle āpkā dīvānā kahte haiṅ zarā sun lo …