बता मुझको सनम मेरे तुझे कैसी लगती हूँ
बता मुझको सनम मेरे तुझे कैसी लगती हूँ
एक से लेकर दस तक number one है तू
do you love me? I love you.
तुझसे पहले ना कोई आया मेरी ज़िंदगी में सनम
कोई भी दिल में ना समाया तुझे तेरे रब की कसम
मुझे तेरे बिना नहीं रहना है
सारी दुनिया से यही कहना है
एक से लेकर दस तक …
मैने देखा ना कभी भी तेरे जैसा हसीं जवां
मेरी जां तू जान-ए-जां तू देखती हूँ बस तेरे ख्वाब
तेरी ही यादों में खोया रहता हूँ
मैं भी लोगों से यही कहता हूँ
एक से लेकर दस तक …
batā mujhko sanam mere tujhe kaisī lagtī hūṇ
ek se lekar das tak number one hai tū
do you love me? I love you.
tujhse pahle nā koī āyā merī ziṅdgī meṅ sanam
koī bhī dil meṅ nā samāyā tujhe tere rab kī kasam
mujhe tere binā nahīṅ rahnā hai
sārī duniyā se yahī kahnā hai
ek se lekar das tak …
maine dekhā nā kabhī bhī tere jaisā hasīṅ javāṅ
merī jāṅ tū jān-e-jāṅ tū dekhtī hūṇ bas tere khvāb
terī hī yādoṅ meṅ khoyā rahtā hūṇ
maiṅ bhī logoṅ se yahī kahtā hūṇ
ek se lekar das tak …