हवा में उड़ता जाये मेरा लाल दुपट्टा मलमल का
हवा में उड़ता जाये
मेरा लाल दुपट्टा मलमल का हो जी, हो जी
इधर उधर लहराये
मेरा लाल दुपट्टा मलमल का हो जी, हो जी
ओ
थर थर थर थर हवा चली
हाय जियरा डगमग डोले
फर फर फर फर उड़े चुनरिया
घूँघट मोरा खोले
हवा में उड़ता जाये …
ओ
झर झर झर झर झरना बहता
ठण्डा ठण्डा पानी
घूँघरू बाजे ठुमक ठुमक
चाल हुई मस्तानी
हवा में उड़ता जाये …
havā meṅ uṛtā jāye
merā lāl dupaṭṭā malmal kā ho jī, ho jī
idhar udhar lahrāye
merā lāl dupaṭṭā malmal kā ho jī, ho jī
o
thar thar thar thar havā chalī
hāy jiyrā ḍagamag ḍole
phar phar phar phar uṛe chunriyā
ghūṇghaṭ morā khole
havā meṅ uṛtā jāye …
o
jhar jhar jhar jhar jharnā bahtā
ṭhaṇḍā ṭhaṇḍā pānī
ghūṇghrū bāje ṭhumak ṭhumak
chāl huī mastānī
havā meṅ uṛtā jāye …